Makeup Joke
Pappu To His Friend: Tell me one thing "Always I have seen, you have taken your wife only Night Clubs, Why?"
Friend: What to do yaar, "By the time she get free from makeup, no other places are open"
by Pak101.com (few years ago!) / 1012 views
Similar Jokes
Ap bohat Khoobsurat,
Khush Mizaj,
Mohabbat karne wale.
Aur Mehnti ho.
Chal hun Teri Vaari..
Hun Tu V Koi Lateefa Suna.
by Pak101.com (few years ago!)
Ek aadmi ne conductor se pucha: Aap kitne ghante bus me rehte ho?
Jawab : 24 hours. Wo kaise?
Jawab Mila : 8 ghante city bus me
baaki 16 ghante biwi ke “BASME”!
by Pak101.com (few years ago!)
RAAZ taxi driver se-Kutub Minar chaloge
Driver-Jee ha
RAAZ-kya loge ?
Driver-paise
by Pak101.com (few years ago!)
Santa Shouting 2 His GF :
U Said V Will Do Register
Marriage And Cheated Me
I Was Waiting 4 U
Yesterday Whole Day
In The Post Office
by Pak101.com (few years ago!)
1 aisa sawal jo ap ko garmi mein mazeed Aag laga de ga.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Aap Hamari Service se Khush to hain na.....??
From:
WAPDA.
by Mazhar Khan (few years ago!)
SHERU ARPITA SE BOLA -
BHAI AAJ TO CHAY PINE KA MAJA AA GAYA.”
ARPITA NE KAHA- “UNCLE JI, AGAR BILLI NE DUDH ME MUH NA MARA HOTA TO AUR BHI MAJA AATA.”
by Pak101.com (few years ago!)
A depressed engineering student went to railway track for suicide...
When the train came close he went out from track and said.....
.
.
.
.
.
Oh god!
Tomrow i have to submit assignment! :
by Pak101.com (few years ago!)
Biwi (shohar se): Mai ghar chor kar ja rahi hun.
Shohar(ghusse se): Jaan choro.
Biwi: Yeh aap ki Jaan kehne ki aadat bhi naa mujhe hamesha rok leti hai.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
USA: Hamare dog Fotball khelte hai.
JAPAN: Hamare fish dance Karte hai.
CHINA: Hamare Hathi cycle chalate hai.
INDIA: HAMARE GADHE GOVT CHALAATE Hai.;-).
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Teacher: Ek Saal Main Kitni Raatain Hoti Hai?
Aman :10 Raatain Hoti Hai!
Teacher: 10 Raatain Kaise ?
Aman: 9 Navaratri Aur 1 Shivratri….
by Pak101.com (few years ago!)