Biwi Ke Liya Kya Kya Nahi Karna Padta
Ek Chor Chori Karke Pakda Gaya. Chor Ko Police Station Le Jakar Puchha Gaya.
Police Inspector: “Tum Ek Hi Dukan Mein Teen Baar Chori Karne Kyon Gaye?”
Chor: “Sir, Chori To Maine
Pehali Baar Mein Hi Apni Patni Ke Liye Ek Dress Churakar Kar Li Thi, Baki Do Baar To Mujhe Sirf Use Badalne Ke Liye Jana Pada“
by Pak101.com (few years ago!) / 940 views
Similar Jokes
1 billi 1 sheikh k ghar se roti hoi nikli. kisi ne billi se ronay ki wajah poochi, billi ne jawab diya ‘ik tey menu marya utton mera choowa v kho laya”
by Muhammad Zeeshan (few years ago!)
Karachi main Light ka breakdown q hua..?
MQM: Taliban karachi main aa gaye hain.
PPPP: Ye jamhoriyat k khilaf sazish hai.
PML(N): Aaj adliya azad hoti to light na jati.
ANP: Light ki aarh main Pakhtoono ki nasal kashi ki ja rahi hai.
Students: Zaroor FARAZ ne taar kaata hoga :-D
by Abdul Sami (few years ago!)
Shadi k Dosre Din Baiti apni maa Se: Aaj mairi Unse Larayi Hogayi
.
Maa: Baita Shadi mai Jhagry tu Hotay Rehty hain, koi baat nahi
.
Baiti: Wo tu Theek hai Par Ab Laash ka kia karain?
by Mazhar Khan (few years ago!)
2 pandito mei ladai ho rhi thi.
Tisre pandit ne aakr pucha kya hua ?
To 1 pandit bola : jb mei lehsun pyaj ni khata to isne mere chiken mei dala Q ?
by Pak101.com (few years ago!)
?1 admi k 4 bache thayGovt ne elan kia k jis k 5 bache honge usy Rs.20000 mahana dia jae ga Admi ne bv ko kaha k mera 1 Beta meri girl frnd se b he me wo b lekr ata hun Jab admi wapis ghar aya to Apny 2 bache Kam thay Admi: 2 kahan gaiy.BV: Jis k thy wo le gya, tum ne akelay to elan nahi suna na.!!
by Pak101.com (few years ago!)
Santa Ki Mout Bijli Girne Se Hui
Par Laash Muskurati Mili
God Ne Pucha Aisa Kyon?
Santa:
O G Mainu Lagya Si
Koi Meri Photu Le Raha Hai
by Pak101.com (few years ago!)
Sir: Kaunsa bird sabse se Tez udtha hai?
Boy: Haathi. Sir: Nalayak,tera baap kya karta hai?
Boy: woh ......... ka unit incharge hai
Sir: Shaabaash
haathi
Sahi jawab
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Ek bahut sundar kuwari teacher ne 4 bacho k thapar mare.
Reactions of students..
Bengali:- sorry mam
Gujrati:- meri kya galti thi mam
Bihari:- sorry mam pr hum kuch ni kiya the
Punjabi:- "Shukar ah Rabba.. aise bahane hathh ta layea Sohneya ne" ;)
by Pak101.com (few years ago!)
Considering his achievements
of creating shortage of
wheat
gas
power
sugar
water
Musharaf has been given
the title of Quaid-e-Qillat !!
by Abdul Sami (few years ago!)
They say that marriage makes a man dizzy, and
it`s true. As soon as I got a wife, I lost my balance
at the bank
by Tanveer Hussain (few years ago!)