Tumhare Liye Kuch Bhi Kar Sakti Hoon
Ek Baar Ek Ladke Ne Apni Girl-friend Ko Phone Kiya Aur Puchha.
Ladka: “Tum Hamare Pyaar Ke Liye Kya Kar Sakti Ho?”
Ladki: “Main Tumhare Liye Aag Pe Chal Sakti Hoon, Angaron Se Naha Sakti Hoon”
Ladka: “So Sweet… Kya Tum Mujhe Abhi Milne Aa Sakti Ho?”
Ladki: “Pagal Ho Kya, Dhoop Dekhi Hai Kitni Tez Hai“
by Pak101.com (few years ago!) / 1397 views
Similar Jokes
Us ne kaha k mere ishaq me fanaa ho jaao
faraz
me ne kaha mere pepar hone wala hai dafa ho jao.
by Sabir shah (few years ago!)
santa ki beti "LAADO" Bacpan se japan me thi Wo india aai per airport se return ho gayi Q ki waha bord lagha tha "NA AANA IS DESH MERI LADO
by Pak101.com (few years ago!)
A man to Santa:
Your friend is kissing your wife in your home.
Santa rushes home and came back withi half an hour and slapped the man and said: “He’s not my friend.”
by Pak101.com (few years ago!)
BREAKING NEWS Hakumat ne Ailaan kiya hai
2009-2010 mein new shadi shuda jorey BIJLI peda
karenge. Bache nahi Q k Mulk me Bijli ki kami hai
Bachon ki NAHI.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Snta Mehmaan Se- Thnda Loge Ya Garam.?
Mehmaan-Dono Le Aao..
Snta-Preeto.. Ek GLass Freezer Se, Aur Ek GLass Geezer Se Pani Le Aao..
by Pak101.com (few years ago!)
Jab koi ladki ghar se bhag jane ki dhamki de...
to uske maa bap ko kya krna chahiye???
.
.
.
... .
.
No idea???
.
.
.
.
.
I got !dea
use ganja kar ke bitha do 5-6 month tak bhagne ka
naAm nAi legi takli........ :P:D
by Pak101.com (few years ago!)
Police: Tumhe kal subah 5 bajephaasi di jayegi.
Sardar: Ha Ha Ha Ha!
Police: Kyon hasn rahe ho?
Sardar: Main to uthta hi subha9 baje hun.
by Abdul Basit (few years ago!)
What is the Colour of Frequency?
Ans: Purple
How?
Frequency=1/time
means 1/sec
1sec = Ek Pal
1/Pal= Per Pal
Per Pal= PURPLE..!
PHYSICS hila kar rakhdi. :-)
by Muhammad Zeeshan (few years ago!)
Only 1412 Days Remaining for ICC Cricket WorldCup 2015.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
I'm so excited.
(MISBAH):-D
by Pak101.com (few years ago!)
Ek chota baccha bahut der se ghar ke bahar khada darwaje ki ghanti bajane ki kosish kar raha tha.Toh ek budha aadmi aaya aur kaha:
Budha aadmi: Kya kar rahe ho beta?
Baccha: Uncle, yeh ghanti bajana chahta hoon.
Budha aadmi (ghanti bajake): Yeh lo bajgaya, ab kya hai?
Baccha: Ab bhago!
by Mohammad Ali (few years ago!)