Pathan Ne M.A mai 1st Position Li:
Pathan Ne M.A mai 1st Position Li:
Teacher ne pocha: Ab Agay Kya Karne Ka Irada Hai?
Pathan:
.
.
.
.
Bachpan Se Shoq Tha
K
CHOWKIDARI Karon.
by Mohammad Ali (few years ago!) / 819 views
Similar Jokes
Urdu Ki "TEACHER"
"Wo Dekho Ek Khubsurat Larki Khari Hai" Is Jumly ko Apne Alfaaz Mai Likho...
STUDENT:Abey Wo Dekh Teri BHABI. :-)
by Pak101.com (few years ago!)
TEACHER:- . Woh kon sa Event tha jo na hota tou Pakistan khush haal hota?? . . . PAPPU:- . Zardari di Maa da Viyah…
by Zaid Mughal (few years ago!)
Thappar maar k naraz wife se husband bola:
Aadmi usay maarta hai, jisay pyaar karta hai.
Wife husband ko 2 Thappar maar k boli: Aap kya samajhte hain, k main aapse pyar nahi kerti.
by Pak101.com (few years ago!)
4 Pathan Janazay ko Tezi se le kar
Qabron k Ooper se Guzar Rahe Thay:
Aadmi: Oye Sharam Karo! Neechay Laashain Hain.
Pathan: To Ooper Konsa Humne VCR Uthaya huwa hai?
by Abdul Hannan (few years ago!)
Sheikh kele wale se
Sheikh: aik kela kitne ka hai
Kele wala: 10 rupay ka aik kela
Sheikh: main ne to 6 rupay ka lena hai....
kele wala: 6 rupay ka ap ko kele ka chuilka mile ga......
Sheikh" to phr aisa kro ye lo 4 rupay or kele se chilka utar kr rakh lo or kela mujhe de do....LOLZ
by Mohammad Awais Rashid (few years ago!)
girl-:teri yaad me neend udti hai,
chain khota hai kuch kuch hota hai,
boy-:doctor ko dikha lo swine flu aise hi hota hai,
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Teacher to student: Tum class ky sab sai nekammy student kion ho?
.
Student: Kionke jo larka mujh sai nekkama tha wo school chor gia
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Dunya main woh kon si 2 cheezen hain jo ek doosray k baghair nahi reh saktin? Aur dono bekaar hain?
Socho
Aur Socho
Pathan aur Naswaar.
by Abdul Hannan (few years ago!)
Judge:Tumne Apne Malik Ko Zehar Q Diya
Mulzim:QK Unho Ne Kaha Tha K Aisa Thanda Pani Pilao
K Thanda Ho Jau Maine Zehar Daal Kar De Diya
by Pak101.com (few years ago!)
Maa- Beta tum apne baal kyun nahi katwate?
Beta- Kyu maa?
Maa- Beta log rishte k liye tumhari behen ko dekhne aate hain aur tumhe
pasand kar jate hain!!!
by Pak101.com (few years ago!)