Be Parwai Ki Bhi Koi Hadd Hoti Hai
Circus Ka Malik Santa Ko Dante Hue Bola.
Malik: “Be Parwai Ki Bhi Koi
Hadd Hoti Hai Tune Raat Ko Sher Ko Khula Chod Diya Thha?”
Santa Hairan Hote Hue: “Iss Se Kya Farq Padta Hai Sher Ko Koun Chori Karega“
by Pak101.com (few years ago!) / 932 views
Similar Jokes
Sardar was laughing in class room a girl
came to him and said stand up! who are you?
Sardar: who are you?
Girl: I am monitor.
Sardar: Then I am C.P.U
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Larki ek Baba Jee se: Baba jee mere lie dua Karen ke meri shadi kesi samajdar admi se hojaye
.
Baba Jee: Ghar chali ja baiti, Samajdar admi khabi shadi nahi karta
by Mazhar Khan (few years ago!)
Aik dafa 1 Pathan cycle par gungunathe jaa raha tha ,Raasthay may us nay 1 Punjabi aurath ko cycle se maar diya.
Aurath : Andhay ho kia break nahin maar sakthay?
Pathan : Poora cycle maar diya ab break maarnay se kiya fayedaa.
by Abdul Basit (few years ago!)
Saas: Bhagwan ne tumhe 2 aankhe di. Chawal me se 2-4 pathar nahi nikal sakti.
Bahu: Bhagwan ne tumhe 32 daant diye 2-4 pathar nahi chaba sakti kya.
by Pak101.com (few years ago!)
Raat ka time jab Munna aur Chinkie apnay bed room mien so rahay thay to phone ki ghanti baji.
Voice: Aray doctor sahab jaldi aayeay! Meray betay nay blade kha liya hai.
Munna abhi jaanay k liye tayyar hi hota k dobara phone aata hai.
Voice: Doctor Sahab! Aab aanay ki koi zaroorat nahi, meray husband ko shave k liye doosra blade mil gaya hai.
by Pak101.com (few years ago!)
Ek kabutar ne sante te wiath kar diti..
Santa- O teri maa ne tenu kachha pauna ni sikhaya ?
Kabutar- saleyaa tu kachha pa ke tatti karda??
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan ne illegal dewar bnai
Ksi ne kaha kuch aisa kro k dewar
purani lge
Pathan ne dewar pe likh dia
Hum QUAID E AZAM ko peshawr any pr
khush amdid khty hain.
by Aurangzeb Khan Tunio (few years ago!)
Santa Ek Din Apne Dost Ko Bade Dukhi Man Se Bata Raha Tha
Santa: “Bachpan Mein Maan Ki Baat Suni Hoti To Aaj Ye Din Na Dekhne Padte”
Dost: “Kya Kahti Thi Maan?”
Santa: “Jab Baat Hi Nahi Suni To,Mujhe Kya Pata Kya Kahti Thi“
by Pak101.com (few years ago!)
2 kaleyaur aik pakistani ja rhy thy.un ko pari mili.us ny kaha mein t0m sub ki aik aik wish p0ri karo gi.
Pahla kala..mjy g0ra kar do.pari ny usy g0ra kar diya
D0sara kala.mjy bi g0ra kar do.pari ny usy bi g0ra kar diya.
Pakistani khara hans raha tha.pari ny us sy kaha..hanso mut.apni wish btao.
Pakistani..in dono ko phir kala kar do....
hahahahahaha.
Geo Pakistani
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Injection room ke baahar notice board
Koi mar nahi jata injection
lagwane se Galib Bass
uthne baithne ke andaaz badal jaate hain… ;)
by Mazhar Khan (few years ago!)