Farmaishun se tang
Husband:tumhari farmaisho se tang akar jaraha hun khud khushi karne:-)
bv:sunein 3,4 lawn k suit tu dila den iddat k dinun me kia pehnun gi.
by Sabir shah (few years ago!) / 786 views
Similar Jokes
Bhikari-sahab ek rupiya de do.
Sahab-tumhe sharam nahi aati road par khade hokar bhikh mangte?
Bhikari-abe tere ek rupiye ke liye office kholu kya?
by Pak101.com (few years ago!)
?1 aadmi chaabi se apna kaan khuja raha tha...
Ek Sardar use gor dekh raha tha
kuch der baad bola-
bhai sab agar aap start nahi ho rahe ho to dhakka Lagadu
by Pak101.com (few years ago!)
A phatan joined Army & was given a Gun.
Phatan: Sir, is ki naali apni taraf rakhun ya dushman ki taraf?
Major: kisi bhi taraf rakh le faida mulk ka hi ho ga.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Why are the two blondes on the motorcycle arguing about? Who gets the window seat.
by Kamran (few years ago!)
A neutron walks into a bar and asks,
“How much for a drink?”
The bartender replies, “For you, no charge.”
by WAQAR (few years ago!)
Teacher To Pathan:
Tm Ne Home Work Kyun Nahin Kiya?
Pathan:
Sir Hum Hostel Mein Rehta Hai.
by Pak101.com (few years ago!)
Ek Aadmi Ki Shaadi Hui, Uss Ne Dost Se Mashwara Liya Ke Apni Biwi Ka Dil Kese Jeete?
Dost: “Uss Ke Paas Cigratte Laga Ke Jana Aur Dhuaan Biwi Ke Muh Pe Maar Ke Kehna – Janu Agar Tum Kaho To Ye Adat Bhi Chod Doon”
Uss Admi Ne Aisa Hi Kiya….
Biwi Ne Sun Kar Jawab Diya: “Nahi, Koi Baat Nahi Agar Gold Flake Hai To Mujhe Bhi Soota Lagwa Do“
by Pak101.com (few years ago!)
Quaid-e-Azam in Peshawar
Pathan ne illegal dewar bnai
Ksi ne kaha kuch aisa kro k dewar purani lge
Pathan ne dewar pe likh dia
Hum QUAID E AZAM ko peshawr any pr khush amdid khty hain.
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Mujhse Wo Kahti Hai,
Ke Tumhari Zindagi Ko Jannat Bana Doongi.
.
.
.
Banani Usko Maggi Bhi Nahi Aati,
Confidence To Dekho Aajkal Ki Ladkiyo Ka.
by Pak101.com (few years ago!)
Wife : Jab mein gana gaati hu to aap bahar kyu chale jate ho?
Husband : Taki Mohalle wale ye na samjhe ki mein tumhara gala daba raha hu.
by Pak101.com (few years ago!)