Kabhi To Biwi Ko Baksh Do
Santa Ki Jab Nayi Nayi SHadi Hui Thhi To Wo Apni Patni Ke Har Kaam Mein Nukks Nikalta Thha.
Ek Din Santa Apni Patni Ko Kehta Hai.
Santa: “Ja Anda Le Ker Aa”
Patni: “Yeh Lo Boil Kiya Hua Anda”
Santa: “Gadhi, Yeh To Fry Kerna Thha”
Kuchh Din Bad
Santa: “Ja Anda Le Ker Aa”
Patni: “Yeh Lo Fry Kiya Hua Anda”
Santa: “Ullu Ki Pathi, Yeh To Boil Karna Thha”
by Pak101.com (few years ago!) / 974 views
Similar Jokes
Murgi ne india pakistan border par 1 Anda diya. Dono desh
1 ande k liye larrne lage,
Faisla hua jo dusre desh ki zyada ladkiyo ko
kiss karega anda uska hoga,
Indians ne 20,000 pakistani Ladkiyo ko kiss kiya,
Pakistani excited ho kar bole:= Ab humari bari hai.
Indians:= Chhoro yaar Anda tum hi rakh lo..
by Pak101.com (few years ago!)
Ladki ek aisi paheli hai, kabhi teri to kabhi meri
saheli hai.
Kharcha karo to bole ‘Darling,how ru?’
Na karo to bole ‘Brother,who ru?’
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Jail Main Pathan se kisi ne pucha:
Tum se aisi kya galti ho gai jo tum Jail main ho?
Pathan: Maine Bank Loota.
Aur
Paise wahin Gin'nay beth gaya.
by Abdul Hannan (few years ago!)
2 Pathan Pehli Baar Umrah Karny Gaye:
Dono Khana Kaaba Ka Tawaaf Kar Rahy Thy.
Asar ki Azaan Hui, Aur Dono Baahar Chalay Gaye.
?
?
?
?
?
Masjid Dhoondhny
AHAHA HAHAHA
MERE ALLAH
by Abdul Hannan (few years ago!)
Maa- “Rinku, tum bure bacho ke saath kyo khelte ho,
ache bacho ke saath kyo nahi khelte?”
Rinku- “Maa, un ache bacho ki maatao ne apne
bacho ko mere saath khelne se mana kar diya hai”
by Pak101.com (few years ago!)
Boy peeke Ghar aaya aur,
Dad se Bachne ke liye 1 badi Book leke Padne Laga....
Dad:- Peeke aya hai...??
...
...Boy:- No Dad..!!
.
.
.
.
.
Dad:- to Suitcase khol ke kya Bak Bak kar raha hai.....!
by Pak101.com (few years ago!)
HaaZa ZARDAaaRIun Anni DaTunn BaghairatUn Azaabun Fi InsanUn FasaadUn KhabeesUn, Asal-HaramdatUnn Aata-Tunn, Bijli-Sunn Petrol-Gumm, Bhum Bhum Damakatun Or to Or Hoor Sunn balancun chekun 12pais0n TAXun TunnUn KameenUn KUTTUN Da PutterUn Don’t DeletUn FrwdtUun FarzUunn…!
by Abdul Sami (few years ago!)
Teacher: When you yawn, you're supposed to put
your hand to your mouth!
Pupil: What, and get bitten?
by Tanveer Hussain (few years ago!)
1 baar 1 sardar Gangubai k ghar jata hai. Darwazy
per knock karta ....
Gangubai: Kaun?
Sardar: mai....
Gangubai: mai kaun?
Sardar: tu gangubai.......
by Tanveer Hussain (few years ago!)
1 Pathan Pehle Rozay ko Masjid Main NAAT Parhnay Gaya:
To
Sab Logon ne Usay Bohat Mara:
Kyon?
Kyon K Pehle Rozay Main Woh Ye Naat Parh Raha Tha.
"Alvidah Alvidah Maah-e-Ramzan"
by Abdul Hannan (few years ago!)