Ye Tab Ki Baat Hai
Ye Tab Ki Baat Hai Jab Santa Chota Thha Aur 5th Class Mein Tha.
Teacher Ne Us Se Pucha: “Is Duniya Ka Sabse Purana Animal Konsa Hai?”
Santa Soch Ke Bola: “Zebra”
Teacher Hairani Hote Hue: “Wo Kaisi?”
Santa: “Ji, Wo Blck And White Hai Na Isliye“
by Pak101.com (few years ago!) / 1427 views
Similar Jokes
Teacher:
Mein Teri Maa Hoti To Mein Tujhe
2 Dino Me Sudhaar Deti…
Student:
Madam
Kal Tak Mein Apne Papa
Se Baat Kar Ke Bata Dunga…
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Husband and Wife were fighting,
Husband: Begum ye masla humein Larai se nhi Aqal se hal krna chahiye..! . . . . .
Biwi: Haan..! Ta k Tum Jeet jao na;->!!!
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Pathan Book Pe Biryani Rakh K Kha Raha Tha,
Kisi Ne Poucha Book Pe Q Rakh K Kha Rahe Ho,
Pathan Bola,
?
?
?
?
Ye Student Biryani Hai..:p:p
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Kirayedar- Malik rat me kamre me chuhe bahot
nachate hai.
Malik-Arrey 500 rs kiraya dete ho, itne rupayo me
kya SHAKIRA ko nachau fir?
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Mariz: Dr Mere Paas Paise Nhi He,
Aap Mera Ilaaj Kar De To Kbhi Apke Kaam Aaunga.
Dr.-Kya Kaam Karte Ho?
Mariz- Qabar Khodata Hu.
by Pak101.com (few years ago!)
Santa: Mein tere 64 de 64 dand todd dene hai.
Ik hor aadmi ne keha santa 64 nahi 32 Dand hunde ne.
Santa: Meinu patta se tu vi bolega is layi tere vi gin laye ne.
by Pak101.com (few years ago!)
Boy Apni Girlfriend Se:-
Yu Mat Kheench Tu Mujhe Apni Taraf Sanam..
.
.
Branded T-Shirt hai..
Phat Gayi to Bahut Pitegi, Maa kasam..!!
by Pak101.com (few years ago!)
Bhikari (Aadmi say) bhayi do ropay ka sawal hai?
Aadmi : Sirf do rupay hi ka kiun?
Bhikari: Mein aadmi ki awqaat deikh kar hi mangta hon.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Punjabi:Hum Izzat Mei Thora Pechay Hain
Sindhi: Hum Kaam Mei Thora Pechay Hain
Balochi: Hum Taleem Mei Thora Pechay Hain
Pathan: Hum Bila Waja Pechay Hain!
by Pak101.com (few years ago!)
Modern basanti
Veeru: BASANTI IN KUTTON KE SAMNE MAT NACHNA,
Basanti: Xcuse me, Who the hell do
u think you are to order me like this,
U stupid guy using abusive language,
u bloody fool hanging in the rusty chain
with so obnoxious smell coming from body,
.
.
.
.
.
you keep ur mouth shut, Nonsense,
Hey DJ Gabbar Spin that Shit man.
by hearthackervsgirls (few years ago!)