Doosri Shaadi
Pati: Agar mein mar gaya toh mere marne ke baad, kyaa tum doosri shaadi karogi ?
Patni: Nahi… main apni behan ki saath rahungi. Aap Kya Karoge ?
Pati: Mein bhi tumhaare marne ke baad tumhari behan ke saath rahunga…
by Pak101.com (few years ago!) / 1023 views
Similar Jokes
Ek chor raat mai chori karnay ek ghar mai gaya.
Jb wo ghar mai dakhil hoa to daikha tv lounge mai ek khoubsurat larki baithi biscuit kha rahi thi.
Raat ka andhera or tanhai ka aalam
Chor ki niyat kharab ho gai
Us ne larki ko dhakka mar k nechay giraya
Or Biscuit ka packet le k bhag gaya LU ka candy biscuit subko dewana banaye,.
by Pak101.com (few years ago!)
Mareez:dr sahab kia me kuch kha sakta hun?
Docter:han ap meri fees k ilawa suf kuch kha sakte ho.
by Sabir shah (few years ago!)
Teacher:kal tum school kiun nai ae
Sardar:gir gaya tha aur lag gai thi
Techer kia lag gai thi
Sardar:takia pe gir gaya tha aur ankh lag gai thi
by Sabir shah (few years ago!)
Teacher to student:tumhare papa ka naam kya he
stud:laughing
t: or tumhare mammi ka naam kya he
s:smileing
t:r u joking
s:no m nt joking my brother is joking and i m kidding...
by Pak101.com (few years ago!)
Ek Kanwaari Larki, Pehli Baar Ek Larkay Se Akele Main Mili....
.
.
.
.
.
.
.
Baqiya Hissa Ramzan k Baad. :-)
by Pak101.com (few years ago!)
ladki ka baap-tum mere ladki se kitne mahine se pyaar karte ho.
Boy-char mahine se .
Baap-main kaise maanu.
Boy-aur paanch mahine ruko,yakin ho jaayega
by Pak101.com (few years ago!)
1 pathen n other pathan were watchin a cricket match. When Afridi hits a boundary.
1st pathan: Kya Goal mara.
2nd pathan : Raha na bewakoof ka bewakoof, Goal ismein nahin cricket mein hota hai
by Hina Tariq (few years ago!)
Pathan: Kya tumhare mobile main paise hain?
Admi: Haan hain.
Pathan: To 2 "Chai" hi mangwa lo.
by Abdul Hannan (few years ago!)
Pathan:
Miss Apne Kal Mujhe Call Q Ki Thui
Kya Kaam Tha Mujh Se??
Teacher: Main Ne To Koi Call Nhn Ki
Pathan: To Phir Mere Mobile Pe
Kyun Likha Tha 1 Miss Call!!
by Mohammad Ali (few years ago!)
1 Pathaan Cinema Mai Film Deakh Raha Thaa
Film Mai 1 Shair Dowarty Howay Araha Thay
Pathaan Ne Dekha Tu Dar Gia
Owr Apni Chadir KaNdhy Paa Dal Ker Bhaagnay Laga
Logoun Nay Kaha: Khan Sahib Maat Daro
Yaah Tu Film Hai
Pathaan: Woh Tu Mujh Ko Bhi Pata Hai Kay Yai Film Hai
Lekin Wo Tu Janwar Ha
Usko Kiya Pata.
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)