Pathan Se Loot Maar
Pathan:
Raat Mujhy 1 Aadmi Nay
Chaaku Dikha Ker Loot Liya
Friend:
Lekin Tery Pas To
Hamesha Gun Hoti Hy
Pathan:
Wo Main
Nay Chupa Di Thi,
Warna Wo Bhi Lay Jata!
by Pak101.com (few years ago!) / 870 views
Similar Jokes
Husband : Ari Bhagwan, Tum Mujhe Bazaar Mein "A.G." Kehke Kyon Bulaati Ho ? Kabhi Akele Mein To Mujhe "A.G." Nahi Kehti ?
Wife : Bazaar Mein Sabke Saamne "ABEY GADHE" Kahungi, To Kya Achchha Lagega
by Pak101.com (few years ago!)
2 pathan darya me thora se dahi dal kar
2 pathan darya me thora se dahi dal kar chamche se hila raha hote han
.
.
.
.
3 pathan aata ha or kehta ha ye kia kar rahe ho.....
.
.
wo kehte han lasii bana rahe han
to 3 pathan kehta ha
.
.
.
.
.
.
.
itna lassi tumhara baap pie ga :D
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Pathan dokandar se:safeguard sabun hai
Dukandar :han hai
Pathan :us k sath hath do k aik puri naswar dena
by Sabir shah (few years ago!)
Girlfriend Romantic mood me, Aaj ghar mai koi nahi hai, Aajao
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Boyfriend :- Tu mere ghar aaja pagli, mere ghar sab log hai
Tera dil laga rahega :P
Moral :- Har ladka kamina nahi hota, Koi sharif bhi hota hai
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Ladkiya Dusri Ladkiyo Ko Gift Mein Perfumes, Ear Rings, Jeans, Tops Ya Choclates Deti Hai.
Aur Ladke
“Ye Le Ladki Ka Number, Bas Mera Naam Nahi Ana Chahiye“
by Pak101.com (few years ago!)
Hazaron Saal Uski Maa Karti Rahi Us K Baap Se Gaddari..
.
.
.
.
.
.
Tab Kahin Jaa Kr Paida Hua Asif ali Zardari…
by Pak101.com (few years ago!)
Hazraat ...aik zaroori ellan suniye ...
aik orat jiski omer 62 saal hai ...har baar ki tarah is baar bhi ghar say bhaag gaye hai ...
maa ka naam WAPDA hai ...aur baap ka KESC batati hai ...
uska naam ghalti say bijli rakh dia gaya hai ...
jisse bhi mile Khuda kay liyaa ..
oske susraal bhijwa dain ...
faqt uski saas
AWAAM
by Pak101.com (few years ago!)
Wife: If I die what will u do?
Husband: Main paagal ho jaun ga!
Wife: Will u marry again after I die?
Husband: Pagal kuch bhi kar sakta hai!
by Mohammad Ali (few years ago!)
Aik dost doosray say yar tum apnay doston ko har khushi kay moqa par kabootron ka jora kiun detay ho.
Doosra dost: is liye keh woh doosray din meray pas wapis aajatay hain.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Larki apni Dadi se: Main school nahi jawongi. Rasty main larkay chairty hain
.
DADI:Bahany mat banawo, mai bhi usi raste se roz bazar jati hon, Mujhe to koi nahi chairta
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)