Wife:Agr mai waqt hoti
Wife:Agr mai waqt hoti log meri kitni Qadar krty Husband:Log Tumhe dekh k Dar jaty.
Wife:Q.?
Husband:Log Khty Wo Dekho Bura Waqt Aa Raha hy.
by hearthackervsgirls (few years ago!) / 874 views
Similar Jokes
I asked my wife, "Where do you want to go on our anniversary?"
She said, "Somewhere I have never been!"
I told her, "How about the kitchen?"
by Mohammad Ali (few years ago!)
Unke gum me, Unke gam me hum ro
ro ke tub bhar diye,
Bewafa aaye, aur nahake chal diye...!!!
by khalid hussain (few years ago!)
Afridi lala tension na lu
me again ye record bana dun ga
ap ka apna misbah
by Sabir shah (few years ago!)
Friend: Santa Ji! Agr aapko thand lagti hai to aap kya karte hai:
Santa: Main heater k samnay beth jata hon.
Friend: Lekin agar phir bhi thand lagy to?
Santa: To main heater On kar leta hoon.
by Pak101.com (few years ago!)
Gul khan tum ayenay k samny beth kr kion parhty ho.??
..
Madam is k teen faida hai..
..
Ahan! who kia? Mujhy bhi tau pata chaly...
..
1) Revision sath sath ho jata hai..
2) Apny opar nazar bhi rehta hai..
3) Combined study bhi ho jata hai..
:D :D :D
HAHAHAHA
by WAQAR (few years ago!)
Sardi me raat 3 baje pani me baraf daal k naha liya jaye to rang gora ho jata hai sb kehte hain kia norani chehra hai .
.
.
.
.
.
Marhoom kaa
by Sabir shah (few years ago!)
Harr Aadmi ka Sapna :
7 figure ki Salery..
6 figure ki Bachat..
5 Bedroom ka Gharr..
4 Wheel ki Gaari..
3 Week ki Vacation..
2 Piyare Piyare Bachay..
a0r..
.
.
.
.
.
1 Goongi BV..... :-)
by Ehsan Elahi Mughal (few years ago!)
Teacher:art ki copy me train bnao me 5 min me aa rai hun. 10 min bad aa k kaha kahan hai:-
student:ap late ho gai hain train 5 min pehlay chli gai hai.
by Sabir shah (few years ago!)
Pathan: Hum 25 behan bhai hai.
Friend: Kia aap kay ghar family planning walay nahi aatey.
Pathan: Aaye they school samajh kar chaley gay.
by Abdul Hannan (few years ago!)
Ek Raat light chali gayi SANTA:Aree yaar pankha
to chala doo,banta: Kar dii na paglo wali baat?
pankha chala diya to mombati bhuj jayegi.
by Tanveer Hussain (few years ago!)