Sardar: Raat mujhe ek aadmi ne
Sardar: Raat mujhe ek aadmi ne chaku dikhakar loot liya. Friend:Lekin tere pas to hamesha Gun hoti hai. Sardar:Wo maine chupa di thi, warna wo bhi chori ho jati.
by Tanveer Hussain (few years ago!) / 785 views
Similar Jokes
PrincipaL=
Late Q Aaye Ho?
Pappu=
Bike Bigad Gyi Thi Sir
PrincipL=
Bus Me nhi Aa Sakte?
Pappu=
Maine Bola Sir
Par Apki Beti Nhi Mani.
by Pak101.com (few years ago!)
A police officer stops a blonde for speeding and asks her very nicely if he could see her license.
She replied in a huff, "I wish you guys could get your act together.
Just yesterday you take away my license and then today you expect me to show it to you."
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Dost :ap ne school ana kiun chor dia hai.
Sardar:yaar mere papa kehte hain aik hi jagah bar bar jane se ijazat kam hu jati hai
by Sabir shah (few years ago!)
Wife: Ji apko mujhme kya acha lagta hai meri samajhdari ya meri beauty..
Husband: Mujhe to ye tumhari Mazak karne ki aadat bahut achi lagti hai..
by Pak101.com (few years ago!)
Log Kehte Hain K Badam Pistey Waghaira Khaney Se Dimagh Taiz Hota hai...
Ghalat Kehte Hain.
.
.
.
Kyon K Agar Aisa Hota to Aaj Sabse Aqalmand Pathan Hota. -
by Mohammad Ali (few years ago!)
Sardar ko Gali mai 100 rupey ka note
mela
Note ke oper lekha tha "EID
MUBARAK"
.
Sardar ne idhar udhar dekha,
owr Note Jaib mai rakthy howe bola
"KHAIR MUBARAK"
by Aurangzeb Khan Tunio (few years ago!)
Sardar owr Pathan pani peeny gaye, tu glass ulta para tha
Sardar: Eska moo hi band hai
.
Pathan: Neche se bhi toota hai
by Mohammad Awais Rashid (few years ago!)
Pathan by mistake goes into ladies toilet:
All ladies suddenly stand up!
Pathan: IZZAT DIL MAY HO BUS YEHI KAFI HAI......
BETHO BETHO
by Abdul Hannan (few years ago!)
e-Panaah Chahaat K Baad B Hm Usay Pa Na Sakey Faraz
Kixxi Sangdil Ne Usaay 30 Kah Load Karwaa K Jeeet Liya
( ‘;’)
<)(> // Bukhee
Easy Load Ki.
by Mazhar Khan (few years ago!)
Ab wo roz phone pe nakhre se bat karti hai
aik din me ne galti se kaha tha sohnri de nakhre change lagde
by Sabir shah (few years ago!)