Ek Bar Raste Se Jate Hue
Ek Bar Raste Se Jate Hue Ek Nepali Ko Ek Chirag
Mila.
Usne Usko Gissa To Usmein Se Jinn Nikla Aur Bola.
Jinn: “Aaj Main Bahut Khush Hun, Main Tumhari 3
Murade (Wishes) Puri Karunga, Hukam Mere Aaka”
Nepali Khush Hota Hua: “1. Ek Bara Sa Bangla, 2.
Ush Mein Khub Daulatmand Aadmi, 3. Ushka
Chokidar Humko Bana Do“
by Tanveer Hussain (few years ago!) / 2369 views
Similar Jokes
Pathan Received A Msg "Jin Ko Samjh Mein Nahi Aaya Woh POGO Dekhein"
..
..
..
..
Pathan Replied After 3 Days ....
"Yaar 3 Din Sy POGO Dekh Raha Hoon Samjh Mein Tou Abhi Bhi Nahii Aaya"
by Pak101.com (few years ago!)
Police: Bibi aap bohat bahadur hain daku ko bohat maara aap ne.
Lady kanpty hue: Mujhe kya pata wo daku tha, mein to samjhi mera shohar dair se ghar aaya hai.
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Teacher:why doctors wear a mask when they do an operation?
.
.
.
.
... .
.
.
.
.
.
Student: For safety. If the patient dies, others can’t find out who did the operation
by Pak101.com (few years ago!)
Socho…!
Hum Har Roz kitne Fazool SmS karte Hain..?
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Aaj 1 Aur Sahi ;-) :)
by Mazhar Khan (few years ago!)
Kesa lgta hai jb Raat k sannatte me HAWA k jhonkon k Sung
Khamoshi se chalty Hue koi Chupke se Aaye
Ap ko tham le Or kahe
Chal Shabash KAKA Mobile Kad :)
by Mazhar Khan (few years ago!)
Ap k liye jaan kon de skta Hy?
Select NO.
1
2
3
4
5
6
7
8
9
Plz Rply
.
.
.
Mt krna
.
.
Apko ghr me 2sri dfa salan koi Nhi Deta jaan kon dega!!! HAHAHAHAHAHAHA.
by Mazhar Khan (few years ago!)
Santa:- Yaar ye Auratein Sharab Se Nafrat Q
karti hai
Banta:- Q k sharab Pine k bhad
Chuhe Jaisa Pati b Sher Ban jata hai.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Sardar: Raat film vich ik chudail kade mere aggey, kade mere pichchey…
Pathan: Kehri film si ? Sardar: Apne Shaadi di movie si -
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Biwi nind me jor se chilai-jaldi utho mere pati aa gye.
Sardar utha aur khirki se kud gaya.tang tut gayi.
Fir use khyal aya sala mai hi to uska pati hu.... || Latest Sardar Jokes 2013 ||
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Wife shoping kr k wapis ayi to husbnd wife se saman laite hoye bola:
Zaror tum mere khane k lye kch lai hogi? Wife: Bilkul thik,
isme mere new sandal hai
by Pak101.com (few years ago!)