Darya k kinaaray 2 Sardar
Darya k kinaaray 2 Sardar chamach se darya mai Dahi daal rahe thay!
Pathan ne dekha to poocha: Khocha yeh kya kar rahe ho…?
Sardar: Hum Lassi bana rahe hain!
Pathan: Ha Ha Ha…! O pagal ka bacha, log isi liye tum par Lateefa banatay hain…!
Itna Lassi tumhara baap piyega.Ha.ha.ha.
by Pak101.com (few years ago!) / 1011 views
Similar Jokes
A Man goes to a shop: "I need a ladies suit..?"
Shopkeeper: "Sir, Begum kay liye chahiye ya koi achha sa dikhaon?"
by tanveer hussain (few years ago!)
Memon Is In Love With A Memon Girl.
1 Din Larke Ne Kaha:
Jab Mere Dad Sojayen Gay To Me 1 Sika Phenkunge Tm Ander Ajana.
Raat Ko Larki Ne Sika Phenka
Lekin Larka Sika Phenkne K 1 Ghante Baad Aya,
Larki: Itne Der Q?
Larka: Main Sika Dhond Raha Tha.
Larki: Pagal Wo To Main Ne
Dhaga Band K Phenka Tha.!
by Pak101.com (few years ago!)
Kya apko ladkian pasand hai?
Kya aap ladkion ki baten sunna chahte hai?
Kya aap hmesha ladkio se ghire rehna chahte hai? . . .
To beta Golgappe ka thela laga lo.
by Mazhar Khan (few years ago!)
Kid (mobile cell phone par): Madam, mera beta aaj school nahi aaygea?
Madam: Aap kon bol rahe ho?
Funny Kid: Mere papa bol rahe hain.
by Pak101.com (few years ago!)
Santa Ki Shaadi Ke 3
Mahine Baad Hi. Beta Ho
Gaya.
Santa: "Ye Hamara
Bachha 3 Mahine Baad
Kaise Ho Gaya?
Aur Logo Ka To 9 Mahine
Baad Hota Hai?"
Biwi: "Aaap Bhi Na..Ye
Batao Aapki Shaadi Ko
Kitna Time Hua Hai?"
Santa:"3 Mahine"
Biwi: "Aur Meri Shaadi
Ko?"
Santa: "3 Mahine"
Biwi: "Aur Hamara
Bachcha Kitne Time
Baad Hua?"
Santa: "3 Mahine Baad"
Biwi: "Total Kitne
Months Ho Gaye?"
Santa Khushi Se: "Oh
Shit Yaar, SAMAY Ka
Pata Hi Nahi Chala.. Sorry
Janu Mene Tum par
Shak Kiya"
Biwi: Bas kar Pagle ab
Rulayega Kya =))=))
by Pak101.com (few years ago!)
Santa (Ladki ko chedte hue): Hor soniya ki haal he…??
Ladki (gusse me) boli: Jo teri behn ka hai.
Santa (hans kar): Woh to pregnant hai!!!
by Pak101.com (few years ago!)
I think I need glasses
Patient: Doctor, I think I need glasses.
Teller: You certainly do! This is a bank.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Ek Din Jab Tumari Shadi Ho Jayegi,
Tab Tumari Biwi Ke Pet Mein,
Mera Haan Mera,
100% Mera Hi,
.
.
.
.
.
.
Bhatija Hoga …
Sale Dost Pe Shaq Karta Hai.
by Pak101.com (few years ago!)
MUNNA BHAI
Circuit, bole toh yeh Ford kya hai?
CIRCUIT
Bhai, gaadi hai.
MUNNA BHAI
Toh phir, yeh Oxford kya hai?
CIRCUIT
Bole toh, simple hai bhai, Ox mane Bael, Ford mane gaadi. Oxford bole toh Baelgaadi.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
1 Molvi ki shadi nhi ho
rhi thi,Wo manat mangny
gay whan uski maa gum gayi.
Molvi bola wah Raba tari
khudai,
“Apni tay LABI ni Abbay di
v Gawai”
by Abdul Hannan (few years ago!)