Santa Ki Shaadi Ke 3
Santa Ki Shaadi Ke 3
Mahine Baad Hi. Beta Ho
Gaya.
Santa: "Ye Hamara
Bachha 3 Mahine Baad
Kaise Ho Gaya?
Aur Logo Ka To 9 Mahine
Baad Hota Hai?"
Biwi: "Aaap Bhi Na..Ye
Batao Aapki Shaadi Ko
Kitna Time Hua Hai?"
Santa:"3 Mahine"
Biwi: "Aur Meri Shaadi
Ko?"
Santa: "3 Mahine"
Biwi: "Aur Hamara
Bachcha Kitne Time
Baad Hua?"
Santa: "3 Mahine Baad"
Biwi: "Total Kitne
Months Ho Gaye?"
Santa Khushi Se: "Oh
Shit Yaar, SAMAY Ka
Pata Hi Nahi Chala.. Sorry
Janu Mene Tum par
Shak Kiya"
Biwi: Bas kar Pagle ab
Rulayega Kya =))=))
by Pak101.com (few years ago!) / 905 views
Similar Jokes
Teacher: Tumhaara Maa kaa naam kya hai?
LKG student: Mummy
by Pak101.com (few years ago!)
Tchr: Itne din se kahan the?
Boy: Bird flu ho gya tha.
Tchr: Par ye to birds me hota hai.
Boy(Gusse me) Insan hi kaha rehne dia apne,Roj to murga bna dete ho !
by Pak101.com (few years ago!)
Koi 1 din select kro
1. Sun
2. Mon
3. Tue
4. Wed
5. Thur
6. Fri
7. Sat
or us din naha lia karo plz.
Sardi ka ye matlab to nahi k ap nahana chhor do..
by Mazhar Khan (few years ago!)
Wo Aaj Be Sardi Me Mar Rahi Hay,
Kisi Ne Aik Bar Usy Kaha Tha,
Tum Sweter K Bina Katrina Kaif Lagti Ho
by Mohammad Ali (few years ago!)
Santa after a long tour says: A man opened a petrol pump, but not even one customer went there.
Banta: Why?
Santa: Because he opened petrol pump on second floor.
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan ne class main 1st position li:
Teacher ne pucha: Parh likha kar kya banna chahtay ho?
Pathan: Bank ka Chowkidaar. -
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Teacher:
“Qarz-e-Hasna kisay kehte hain”?
Pathan:
“Jab Qarz denay wala paise wapis mangay, aur qarz Lene wala HANS day, to usay Qarz-e-Hasna kehte hen
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Anna : Mahangai kam karo ,
S. Pawar : Hum try karenge '
Anna : Pyar se bol rahe hai mehngai kam karo warna thappad mar ke bhi bol sakte hai
S. Pawar : Thappad se dar nahi lagta anna , anshan se lagta hai !!
by Pak101.com (few years ago!)
Baap bety sy mera beta bara ho ker kia banay ga?
Beta: abba may kuch bhi nahe bano ga
.
.
Pakistan may jo bhi ban jao galian he paray ge'
by itrat batool (few years ago!)
Bap: Aaj Mera Bacha Upset Q He..??
Beta: Mai Apko Nai Bata Sakta
Bap: Mujhe Apna Dost Samjho Yar
Beta: Yar Teri Bhabhi Nraz HoGai He
by Mazhar Khan (few years ago!)