Faqir:10rs dedo chai peyonga
Faqir:10rs dedo chai peyonga Seth:chai to 5 ki
hai.....Faqir: Girl friend ko b pelaonga.....Seth:
Faqiro ne b Grl Friend banalin.....Faqir:nahi saab
Girl Friend na Faqir bana dia ha
by Tanveer Hussain (few years ago!) / 714 views
Similar Jokes
Pathan Ki 2 Biwian Lar Pari
Ik Boli: Aj Sunday Hy.
Dosri Boli: Nahi Aj Monday Hy.
PATHAN Tang Aa K Bola :
Hum Kya Pagal Hai
Jo Jumaa Parh Ke Aya Hai..
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Wife2 husband:tu jahan-jahan chalega mera saya saath hoga..
mera saya.. mera saya..
Husband: Mujhe pehle se hi sak tha ki tu bhutni hai
by Pak101.com (few years ago!)
Very Funny Girl ek beautiful college student thi.
Ek bar vo class me late aati hai.
Teacher: Tum late kiyon ho?
Very Funny Girl : Sir Ji, ik londa mera peecha kar raha tha.
Teacher: Par fir kya hua, tum late kaise hui?
Very Funny Girl : Sir, voh londa bahut dheere dheere chal raha tha.
by Pak101.com (few years ago!)
Daku Mangal Singh Banta Ke Ghar Mein Ghus Ayaa..
Daku : Sona kahan hai, Jaldi Bataao..!
Banta : Pura Ghar Khali Hai Malko, Jithe Marzi So Jao
Did You Know...!
by hearthackervsgirls (few years ago!)
1 Pathan Namaz parh raha tha
.
To dosra usky bare mai kesi ko bata raha tha ke yai boht Namazi owr naik banda hai.
.
Pathan Namaz thor kar bola:
Es ko bolo ke "hum ne Haj bhi kia hai"
by Mohammad Awais Rashid (few years ago!)
Patient to doctor: aap ki nurse ka hath lagtey hi mein theek hoogaya
Doctor: Jee janta hoon thapper ki awaaz yahan taka ayi ha!!
by Tanveer Hussain (few years ago!)
BV_ne Pati k Gale Me Bahein Daal Kar Kaha= Kaisi Lag Rahi Hu Mai?
Pati=BilkuL waisi Jaise
Bhagwan Shankar k Gale Me Naag Latka Ho..
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher- Batao Kutta Puch Q Hilata Hai..?
Student- Q ki Puch Me Itni Takat Nhi Hoti K Wo Kutte Ko Hila Sake..
Seedhi Baat,No Bakvas
by Pak101.com (few years ago!)
When I die, I want my friends to keep updating my status to freak people out
by Muhammad Zeeshan (few years ago!)
Eik gora pakistan aya hamarey culture ko seekne
aur jab wapus aya tho logo ne usey poocha ke kya
seeka hai thumne tho bola "BIJLEE RALA BIJLEE
LARA!"
by Tanveer Hussain (few years ago!)