Ram aur Ravan seriously yudh kar rahe the
Ram aur Ravan seriously yudh kar rahe the.
Ravan: chal bye.
Ram: kyon, darr gaya kya?
.
.
.
Ravan: abe, piche dekh, Rajnikant aa raha hai.:V.5
by Pak101.com (few years ago!) / 972 views
Similar Jokes
Ek baar ek ladka rastey mein chalte chalte ek gadhe ke samne gir gaya.
Tabhi ek ladki ne use chhedte hue kaha, "Apne bade bhai ka aashirwaad le rahe ho kya?"
Ladke ne palat kar jawab diya, "Sahi farmaya bhabhi ji."
by Pak101.com (few years ago!)
Santa:yar tune jis ladki ko naadi me dubne se bachaya tha usne fasi laga li hai.
Banta:pagal hai kya use toh maine sukhne k liye tang diya tha
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Sardar: Mery dada ny 1857 ki jang mein dushman ki taangain tak kat dee thien..
Dost: Gardnain kyn ni kati?
Sardar: Wo pehly he kati pari thi……..
by Mazhar Khan (few years ago!)
Pati-Patni movie dekhne gaye
Pati ne ek paan laker patni ko diya
Patni boli: Aap apne liye b le lete?
Pati: Mai bina paan ke b chup rhe sakta hu.
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan aur Sardar paani peenay gai, glass ulta
para hua tha
Sardar: Khan Sahab iska to moo hi band hai.
Pathan: Haan yar yeh to neechay se b toota hua
hai…
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Dost Pathan Se:
Yaar
kya baat hy
Aaj Tumhara Mobile Par Bohat Call Aa Rahi Hain..!
.
.
.
.
Pathan:
Fakhar Se!
Yaara
Aaj Hum Apni Baji ka Mobile Le Aaya Hy
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
a lecture waz going on
suddenly a boy went out of the class
lecturer: ye bahar kyu gaya??
boy's friend: sir, usko neend me chalne ki aadat hai
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher:why doctors wear a mask when they do an operation?
.
.
.
.
... .
.
.
.
.
.
Student: For safety. If the patient dies, others can’t find out who did the operation
by Pak101.com (few years ago!)
Pati- Aaj Khana Tumhari Maa Ne Banaya Hai Kya
Patni- Haa, Par Tumhe Kaise Pata Chala
Pati- Roz Khane Me Kale Baal Milte Hai, Aaj Safed Mile Hai
by Pak101.com (few years ago!)
Boy: Papa main apni girl friend ko kia doon?
Papa: Wo dikhti kaisi hay?
Boy: Wonderful,Beautiful,Smart Cute...Nazuk pari...
Papa: Mera zong wala number dedo;-)
by Pak101.com (few years ago!)