Hum nay tumhari yad mai ro
Hum nay tumhari yad mai ro ro K tub bhar diye
.
.
.
.
.
.
Aur tum bewafa aye aur un say naha kr chal diye....!:-(
by Mazhar Khan (few years ago!) / 837 views
Similar Jokes
Snta-Muje Sanskrit Sikha do
Pndit-Q?
Snta-Devtao ki Bhasha h Swarg Me Kaam Aygi
P-Agr Narq Gya To?
Snta-Gaalio ka diploma Delhi Belly se kr lia h!
by Tanveer Hussain (few years ago!)
FARAZ in Bakra Mandi:
Bakra Talaash Kar Kar K Thak Gaye Hain Faraz…
.
.
.
Phir Kisi se Maloom Hua Ye to “Gaaye Mandi” hai.
by Mazhar Khan (few years ago!)
Telenor menu main khush Aamdeed…
Rishte k LIAY 1 dbaen,
Mngni k LIAY 2 dbaen,
SHADI k LIAY 3 dbaen,
psund ki shadi k liye apni Ammi k paon dabaen
Aur,
Doosri shadi k liye pehli ka gala dbaen…!!;)
Telenor call krne ka shukria,
HAVE A 9ICE DAY.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
BV ka shikwa:
pehly wo mujhy "BE-PANAAH" Chahta Tha..
Lekin Ab Sirf,
"PANAH" Chahta Hay..!!:-D
by Mazhar Khan (few years ago!)
A student was sleeping in class, Teacher asked him: Who invented Steam Engine?
Student suddenly said: What Sir??
Teacher: Yes Correct.. It's James Watt
.
Moral: "Sleep Improves General Knowledge
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Doctor: Ab To aap Khatre Se Bahar Ho,
Phir bhi aap itne dar Kyo Rahe Ho?
Mariz: Jis Truck Se Mera Accident Hua Tha,
Us Par Likha Tha ..
"zindagi rhy to Phir Milenge"
by Pak101.com (few years ago!)
Caller:namastay g liit kab aae gi?
Wapda wala:janab namaste kiun kaha?
Caller:ap par salamti bhejna pore pakistan walun se ghadri hai.
by Sabir shah (few years ago!)
Congratulation!
Aamir khan ne Apni Film k Second Part k liye Aap ko chun lia hay
Jis Mein Aap kaa Bohut main role Ha
Film ka Naam ha,
?Begarat Zameen Par?
by Mazhar Khan (few years ago!)
Mutahin Saheb aik lamhey kay liye kamra imtehan se baher gaye wapis aaye to dekha keh imtahan dene waley chand bachey aik doosrey kay sath baith kar aapus main batein karrahey hain. Mutahin nay foran qareeb aakar poocha yeh kia ho raha hai. Aapni aapni jagha se kiun uth kar yahan aagaye ho? Percha aapas main batain ker ke kiun ker rahe ho.
Bachon mein se aik ne jawab dia hamarey sir ne kaha tha kay har kam aapas mein mil jul kar karna chahiye.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Ek dukhi girlfriend ne,
apne boyfrnd ke liye,
shayari likhi……………….
.
.
Phoolo ka raja,
Baharo ka shahzada…..
.
.
Dil tor kar chala gaya… .
.
.
.
.
KUTTA, KAMINA, HARAMZADA :p
by Mazhar Khan (few years ago!)