Funny Murgi
Ek murgi market gayi, aur dukaandar se boli, “ek anda dena.”
ukaandar bola, “sharm nahin aati, murgi hokar anda mangti ho.”
Murgi boli, “mere pati ne kaha hai ki 3 rupyee ke ande ke liye
apna figure kharab mat karo
by Pak101.com (few years ago!) / 1491 views
Similar Jokes
Ek Pathan angoor bech raha tha
Magar kah raha tha "aalo le lo aalo"
.
1 Admi ne kaha Khan sahb yai tu angoor hain
.
Pathan: Chup ! Warna Makkiyan aa jayengi
by Mohammad Awais Rashid (few years ago!)
1 sardar aaina dekh k sochne laga yar isko kahen dekha hai.
Thori dair sochnay k bad ye to wohi hai
jo mere sath us din bal katwa raha tha
by Sabir shah (few years ago!)
Sardar : O banno car ki speed itni kyon badha di?
Banno : Oji car ki break fail ho gayi hai, accident
ho jaye iske pehle ghar pahunch jaate hain….!
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Mamu -Chand toh raat ko nikalta hai, aaj din mein kaise nikal aya?
Girl -Ullu to raat ko bolta hai, aaj din mein kaise bol pada?
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher:
Paani me Rehne wale 5 janwaroon
k naam btao.??
Boy:Mendak..
Teacher:
4 aur btao
… Boy: Mendak ki Mummy, Mendak k Papa,
Mendak ki Behan Aur Mendak ki Item..
by hearthackervsgirls (few years ago!)
ek baar aadmi ne bhagwan se
kaha, aapne aurat ko itna sundar
kyon banaya hai?”
Bhagwan bole,”taki tum unse
pyaar kar sako.”
Aadmi bola, “ to phir unhe itna
bevkoof kyon banaya hai?”
bhagwan ne jawab diya, “taki
wo tumse pyaar kar sake.”
by Pak101.com (few years ago!)
Boy: darling, tumhara naam apny haath py likhun ya dil py ??
.
.
.
.
... .
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Girl: idhar udhar kio likhty ho..!!
ager sacha pyar karty ho to apni property k papers py likh do =
by Pak101.com (few years ago!)
Banta ask santa: what will you
advise your children about marriage?
Santa declares: I’ll never marry in my life and
I’ll give same advice to my children also.
by Pak101.com (few years ago!)
Grandfather:
“When I was your age, all I’ve got for Christmas
was an apple and a blackberry.
Boy:
“WHAT! A LAPTOP AND A MOBILE?!”
by Tanveer Hussain (few years ago!)
English Teacher: “One cute and young girl is walking on the road.” Change this into an punjabi exclamatory sentence.
Sardar student:- “Oye,pataka !”
by Mohammad Ali (few years ago!)