Paani me Rehne wale 5 janwaroon k naam
Teacher:
Paani me Rehne wale 5 janwaroon
k naam btao.??
Boy:Mendak..
Teacher:
4 aur btao
… Boy: Mendak ki Mummy, Mendak k Papa,
Mendak ki Behan Aur Mendak ki Item..
by hearthackervsgirls (few years ago!) / 955 views
Similar Jokes
Mehmano K Anay Se Pehly Agr
Kala Namk Moli K Prathy Aur Chanay Ki Dal Ka Hlwa Kha K Bethn To Mehman Jaldi Chly Jaty Hain Or
Dubara Nhi Atay. . .Zubaida Aapa K Khusboo Dar Totkay ;->
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar: Yar Mere Bal Boht Gir Rahe Hain
Frnd:Wo Kyun?
Sardar: Fikr Se?
Frnd: Konsi Fikr Hai Tume?
Sardar: Bal Girne Ki Fikr Se
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar : What is the name of your car?
Lady : I forgot the name, but is starts with “T”.
Sardar : Oye Kamaal ki gaadi hai, Tea se start hoti
hai. Hamaara gaadi petrol se start hoti hai.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Bhikari: Mein bahut lachaar hu khane ko kuch de
dijiye.
Lady: hatte khatte to dikh rahe ho hath per bhi
salamat hain phir kis baat se lachaar ho?
Bhikari: Ji apni aadat se.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
santa– Yaar banta tune pure toilet me potty kyu kr di?
.
.
.
banta– Yaar ye mobile bhi na!!!!
.
.
.
santa– Kya hua??
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
..
.
.
.
banta– Tune “IDEA” ka ad nhi dekha
“WALK when u TALK”
by Pak101.com (few years ago!)
1980's Girls: Pehla Pehla Pyar Hai, Aankhon main Bahar Hai Aaja mere Sajna Tera Intezar hai. 2011's Girl: Phela Pehla Pyar Hai Aankhon main Bahar Hai Aaja mere Sajna Warna Dosra Tayyar Hai. :-
by Mazhar Khan (few years ago!)
Eik bachay ke ghar guests aa gaye.
Maa ne kaha: beta, mehmaanon ke liye kuch le kar aao.
Bachay miyan bhage bhage gaye.
Aur mehmaanon ke liye “Rikshaw” le aaye.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Dhongi Baba: Beta Tujhpar Ek Khatarnak Chudail Ka Saya Hai…
Pati: Baba Jaban Sambhal Ke Baat Karo Aur Khabardar Meri Biwi Ki Baare Mein Kuch Ulta Seedha Bola To…
by Pak101.com (few years ago!)
Agr apna pyar pana chahyte ho to apn tabiyat kharab kar lo aur behoshi k aalam me apne ghar walun k samne us ka naam lete rahu
by Sabir shah (few years ago!)
Funny Santa, Banta & Laloo ik scooter par ja rahe the. A traffic cop tried to stop them.
Funny Santa: Sorry phaji, already 3 baithe hain. Bilkul bhi jagah nahin hai.
by Pak101.com (few years ago!)