anta : Mujhe Bhoolne Ki Gambhir
Santa : Mujhe Bhoolne Ki Gambhir Aur Bahut Bhayanak Bimari Hai.
Banta: Ye Bhayanak Bimari Aapko Kab Se Hain.Santa: Kaun Si Bimari.Aap kaun Ho??
by Pak101.com (few years ago!) / 1011 views
Similar Jokes
Modern world-Ek aadmi ka Ye Sun Kar Heart fail Ho Gaya Jab uski Kaam Waali Baai Ne Kaha, Sahab!Orkut Pe Mujhe Bhi Add Karlo;-)
by Pak101.com (few years ago!)
Agar Gandhiji DON hote to kahete- Humare sir par bal ane ka intezar to 11 Dukano k hajaam kar rahe hai, par wo nahi jane k bal k aana mushkil hi nahi namumkin hai
by Pak101.com (few years ago!)
PATHAN: Hm Paani Q Peete hain??
Sardar: Nhi pata.
PATHAN:
BewaqoOoOff Hm Paani is liye Pete hain,
Q k hum Paani ko Kha nhi sakte
by Abdul Basit (few years ago!)
Boy: Yaar Bohat Mushkil Hai 'Teacher' Se Pyar Karna.
Friend- Kyu?
.
.
.
.
.
.
.
.
Boy- Love Letter Bheja Tha Assignment Samajh Kar Check Kar Dia..!!
Or Boli Handwriting Improve Karo
by Pak101.com (few years ago!)
Ek Shadi Mein Achanak
Kahin se Ek JINN Aa Gaya..!
Jinn ko Dekhte Hi;
Larkiyon ki Cheekheyn Nikal Gayin,
......
Wahan par Ek BABA Jee bhi the,
Unhon ne Larkiyon ko Kaha ke:
"Sari Larkiyan Mun'h Dho Len.."
Jab Woh Sab Mun'h Dho Kar Ayin to;
"JINN ki Cheekheyn Nikal Gayin.." :O :-P :D
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Banta: Me naya FM Radio laya hun ye chalata bahut
achha hai
Santa: Abe ghonchu, mujhe bewakoof mat bana, ye
chalega kaise iske to panv hi nahi hai
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Patient to Doctor: Doctor sahab kia mein operation key baad cricket khelney qabil ho jaoon ga?
Doctor: Bilkul
Patient: Wah ji wah, mein pehley kabhi naheen khela
by Tanveer Hussain (few years ago!)
When WORDS fail, eyes speak.
When eyes fail,”HEART” speaks.
When HEART fails, nothing speaks they put cotton in the nose…
by Mazhar Khan (few years ago!)
Memon : Toothbrush Dena
Mere Brush Ka 1 Baal Toot Gaya Hai
Dukandar : Aik Baal Toota To Naya Q Le Rhe Ho
Memon : Jo Toota Hai Na Wo Akhri Tha
by Tanveer Hussain (few years ago!)
'1 aurt ne apni Sas k pas SANP betha dekha to SANP se boli: DASS LE! DASS LE
by Mazhar Khan (few years ago!)