Girlfriend: Will u marry me?
Girlfriend: Will u marry me?
Funny Boyfriend: No, hamare yahan shaadi sirf relatives mein hi hoti hai. Mummy ne Papa se, Didi ne Jijaji se aur Bhaiya ne Bhabhi se.
by Pak101.com (few years ago!) / 1044 views
Similar Jokes
Ladka Ladki dekhne gaya,
Thodi der chup baithe ke baad bola= English chalegi na?
Ladki(Sharmate huye)= Soda saath me ho to Desi bhi chalegi.
by Pak101.com (few years ago!)
What is deference between ZARDA and ZARDARI
ZARDA eats at marries…
And
.
.
.
.
.
.
ZARDARI eats all these marries..
by Pak101.com (few years ago!)
Banta Apne Dost Santa Ke Ghar Aya Hua Tha, Kuch
Der Baad Apas Mein Baatein Marne Ke Bad Bola.
Banta: “Yaar Main To Ghar Chala, Aaj TV Pe 40
Feet Ka Saamp Dikhane Wale Hai, Maja Aa Jayega
Dekh Ke”
Santa Udas Hote Hue: “Haan Yaar Maja To Aayega,
Par Main Nahi Dekh Paunga”
Banta: “Kyu?”
Santa: “Kya Karu Mera TV To Sirf 21 Inch Ka Hi
Hai Na“
by Tanveer Hussain (few years ago!)
sirdar jee nay yaar k saath mil ker post office mean dakaa dala aur jaldi maen aik aik bag utha ker bhaag gayay. Bohat maheeno kay baad milay tou aik doosray say poochnay lagay k bag mean kiya thaa aur kia kia kiya.
pehlay nay kaha khoob paisay say maza kiya. car lee ,holidays per gaya.
tum nay kia kiya? doosra kehnay laga meray bag maen tou bill he bill thay. phir tum nay kia kiya? thora thoray ker k pay ker raha hoon.
by Haris Abbas Qureshi (few years ago!)
Pathan 2 shopkeeper: Bhai sahb 1 rupia ka Easy Load kardo
.
Shopkeeper: 1 rupey ke load se kesi ko call karni hai ya msg?
.
Pathan: Karna tu kuch bhi nahi,
Bus aisy hi paisy urany ki adat hai
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Santa found answer to the most difficult question ever- What comes first - the chicken or the egg? O yaar, jiska order pehle doge, vo ayega! ***** Santa (reading from book of facts): "Do you know ...
by Mazhar Khan (few years ago!)
Ek chota baccha bahut der se ghar ke bahar khada darwaje ki ghanti bajane ki kosish kar raha tha.Toh ek budha aadmi aaya aur kaha:
Budha aadmi: Kya kar rahe ho beta?
Baccha: Uncle, yeh ghanti bajana chahta hoon.
Budha aadmi (ghanti bajake): Yeh lo bajgaya, ab kya hai?
Baccha: Ab bhago!
by Pak101.com (few years ago!)
Banta: Yar meri biwi pani se bohat darti hai.
Friend: Acha wo kaise?
Banta: Yar kal mein ghar gaya to wo bathtub mai bhi security guard k sath bethi thi!
by Pak101.com (few years ago!)
Khargosh K F.Sc Mai Aye 75% Marks
Kachway K 50%
Phr B Kachway Ka Univrsty Mai
Admision Ho Gya
KAISE?
Sports Basis Pe Na Yar
Bachpan Mai Race Nai Jeeta Tha
by hearthackervsgirls (few years ago!)
1 Truck dosry Truck ko rassi se baandh kar le jar aha tha
.
Yai daikh kar sardar hans kar lot pot hogia owr kahny laga:
1 rassi ko le jany ke lie 2, 2 truck
by hearthackervsgirls (few years ago!)