Sardar ki mah ki death ho gai
Sardar ki mah ki death ho gai,
ek saal bad sardar ka baap America sa wapis aya,
us na poucha teri mah kahan ha,
sardar bola wo to pichlay saal hi mar gai thi,
sardar ka bap ronay lga or bola
kuttay,kaminay to tu na mujhay btaya q nhi,
sardar bola,
Me na socha surprise don ga
by Pak101.com (few years ago!) / 900 views
Similar Jokes
Pathan ne Darya mai Dobtay hoye 1 Aadmi ko bachaya.
Or Thori Dair Baad Dobara Phenk diya:
Kisi ne kaha ye kiya kia?
Phatan: Purani Kahawat hai
"Neki Kar Darya Mai Daal"
by Abdul Hannan (few years ago!)
1 SARDAR Or American Siri Paye Kha Rahe Thay.
American K Hath Me Bakray Ki Zaban Agai.
American: Wats This?
SARDAR: Lo Dasso
O Khotaiya “This Is Language”
by Pak101.com (few years ago!)
Santa Zebra Crossing Ke Black & White Lines Par Baar-Baar Idhar-Udhar Chal Raha Tha,
Aur Soch Raha Tha Ki
Sala Ye Piano Bajta Kyo Nahi.
by Pak101.com (few years ago!)
Hamara Hardisk Aapke Paas Hai
Hum Aapke Memory Mein Rahate Hain
Hum Hai Programmer Oracle Ke
Programmer no 1
Java Wale Job Le Jayenge
Do(2) processor baarah(12) terminal
Mera Code Chal Gaya
Network Ke Uss Paar
Jis Desh Mein Bill(Gates) Rahata Hai
Client Ek Numbari, PROGRAMMER Dus Nambari
Login Karo Sajana
Firewall (Border)
DOWN To Hona Hi Tha
Partition (Deewar)
Kaho Na Virus Hay
Y2K - A Bug Story
by Pak101.com (few years ago!)
What is the difference between Monkey & Donkey ?
Monkey saves this message &
Donkey deletes this message.
Choice is yours
by Abdul Hannan (few years ago!)
1 sardar aaina dekh k sochne laga yar isko kahen dekha hai.
Thori dair sochnay k bad ye to wohi hai
jo mere sath us din bal katwa raha tha
by Sabir shah (few years ago!)
Hmari Light To Ab Is Tarha Se Aati Hy FARAZ!:-(
Jese Shadi K Bad Beti Bap K Ghar Aati Hy
(';') Acha abbu
<)(\ me chalti
_// hon phr aaon gi agle hafty.
by Pak101.com (few years ago!)
ONE BROTHER AND SISTER WERE WALKING DOWN ON A ROAD
AFTER SOME TIME :
BROTHER TO SISTER : " behen , parda karo, Aage punjabiyo ka mohaLLa hai "
AFTER SOME TIME
SISTER TO BROTHER : "bhai , ab tum parda karo , Aage pathano ka mohalla hai "
by Abdul Hannan (few years ago!)
Phatan Gehri Soch Mai
Wife: Kia Soch Rahe Ho?
Phatan: Ye Geo News Walon Ko Kese Pata Chalta He?
Wife: Kia?
Phatan: Yehi K
“Ap Dekh Rahe Hen Geo News”…
by Pak101.com (few years ago!)
Miss: Aj tum late kyu Aaye?
School 8 baje Shuru hota hai phir dair Q ki?
Bcha: Miss Aap b na bs…
Meri
itni fikar mat kiya karen log shak karte hain..
by haleema sadia (few years ago!)