veena
Jeet Chuke Hum Her Jung,,
Ab Yeh Baazi B Hamari Hai,,
Boht Zaleel Ho Chuke
Faraz
Sardar
Aur Aapa
Ab
VEENA Ki Baari Hai …..!!!
COMING SOON …!!!
by ishfaq anwar (few years ago!) / 860 views
Similar Jokes
Pathan Apni Biwi ko Clinic Le Gaya 0r Dr ko Bohat Maara..
Sab Ne Poochha kya Hua?
Pathan Bola:
Sala Bolta Hai Tmhari Biwi ka B.P Dekhna Hai....
by Pak101.com (few years ago!)
No-Jawan Nasal ke Liye
Kuch Ehem Advises:
1. Khud ko Mobile main
Itna na Mashghool Rakho k;
Samnay se koi Larki guzar jaye
Aur Tumhain Pata bhi na chalay.
2. Bike Chalatay huay
kabhi ye Mat Socho k ye Jahaz hai,
Balkay ye Samjho k ye to Rocket hai.
3. Koshish karo ke
Apnay Hum-Umron se Bad-Zabani na
karo,
Direct Sir Phaar do..
4. Taaleem har kisi ka Haq hai,
Zyada Parh k kisi ka Haq na Maro..
by Abdul Hannan (few years ago!)
Grandpa: Teri Teachr aa rahi hai.Ja chup jaa. Grandson: Pehle aap chup jao. Aapki maut ke bahane maine do hafton ka leave le rakha hai.
by Pak101.com (few years ago!)
Memon Ka 1 Rupia Chhat Se Gir Gaya,
Memon Neeche Pohncha To Rupia Nahe Mila
Kion??
Memon Rupiay Se Pehley Pohnch Gaya Tha!
by Tanveer Hussain (few years ago!)
1 Sardar Naha Raha Tha
1 Larki Darwaze Pe I
To Sardar Aise Hi Bahir Aa Gaya
Larki:
Uf Toba Kuch To Pehen Lo
Sardar Bhag Kar Andar Gaya Or Chapal Pehan Aya.
by Pak101.com (few years ago!)
pathan ne Med¡cal Store Se Dawa¡ khareedi
Or Store Waley Sy kaha,,
“Cheen¡ ßh¡ Do”
Store Wala:”Cheen¡ Med¡cal pe nah¡ M¡lt¡”
pathan: hum pagal nah¡ Iss pe £¡kha ha¡ SUGAR FRÉÉ:
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher: bachcho, agar man se praarthanaa kare to bhagwan aapki khwaaish poora karenge.
Student: woh sab jhoot hai sir.
Teacher: kyu?
Student: agar woh sach hota to, ab tak aap doosre school chale jaate
by Pak101.com (few years ago!)
>Ek pathan ka hont jala huwa tha.
Kisi ne poocha kese jala?
bola. Wife ko chorne station gayatha.
khushi k mare train k engine ko choom liya: :p
by Abdul Basit (few years ago!)
Doctor : App Ka Aur Aapki Biwi Ka Blood Group Ek Hi Hai?
Sardaar :Hoga Zarur Hoga
25 Saalse Mera Khoon Jo Pee Rahi Hai
by Pak101.com (few years ago!)
Teri aawaz sunne ko jab taras jata hoon,
Toh ghisa pita cd player chala leta hoon.
Teri surat ko jab taras jaata hoon,
Toh cartoon network laga leta hoon.
by Abdul Hannan (few years ago!)