cycle joke
1 Ladka cycle pe ja raha tha
Cycle ka tyre bhens k gobar k beech me se guzra
...Qareeb kuch ladkiyan khari thi
Unho ne taliyan baja k kaha Happy Birth Day 2 U
Ladka ruka aur jawab diya khali tali bajane se kaam
Nhi chale ga,
Cake to khana hi pare ga.....
by Ahsan Ijaz (few years ago!) / 864 views
Similar Jokes
Banta dairy likh raha tha
"aaj meri behan ko baccha hone wala hai pata nahi ladka hoga ya ladki,
isliye mujhe ye bhi pata nahi ki me mama banunga ya mami"
by Pak101.com (few years ago!)
Friend1: Are yaar ye mobile to mujhe kangaal kar dega.
Friend2: Kyu?
Friend1: Baar baar dikhaata hai Battery Low
ab tak 56 battery badal chuka hoon!
by Pak101.com (few years ago!)
Ek party mein khaney key baad ganey ka dor chala to ek mehmaan ney apney paas bethey dosrey mehmaan sey kaha, “ganey wali ki awaz kitni wahiyaat hey, kis tarah ganey bajaney key bahaney kanon key pardey phaar rahee hey. Yeh mohtarma hein kon?”
Doosra mehmaan bola: Meri biwi hey
Pehley ney foran baat palti or bola: Asal mein qasoor ganey wali ka nahi, gana hi itna bakwaas hey. Pata nahi kis fazool shakhs ney likha hey.
Doosra mehmaan: Mein ney likha hey
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Arjun: “Main Chidiya Ki Aankh Fod Sakta Hoon”
Rajni Kant: “Main Chidiya Ki Aankh Ki Retina Ke Blood Vessels Ke R.B.C Ke
Haemoglobin Ke Protein Ke Sixth Amino Acid Ke Hydrogen Bond Ko Fod Sakta Hoon”
Arjun: “Guru Ji, Aap To Serious Ho Gaye, Mene To Majak Mein Bola Tha“
by Pak101.com (few years ago!)
Dost Pathan Se: Tum To Aaj Doctor Ke Pas Janay Walay Thay,
Kyon Nahin Gay?
Pathan: Yara Ham Kal Jaey Ga,
Aaj Hamara Tabiat Kharab Hai.
by Pak101.com (few years ago!)
Husband:rat ko mene 1 horror movie dekhi, 1
chudeil kabhi mere age kabhi piche aur kabhi sath
chal rahi thi,
Wife:Kaun si movie thi?
Husband:Apni shadi ki
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Pathan 2 Ghante say utility store
pr Cheeni Ki Line Men Phansa Raha.. . .
Jb Baari i To Dobara Peeche
Ja K Line Men Lg Gaya r Bola: . . . . . . . . .
“Ye Hukumat 50 Saal Aur Rahe,
Yaara DiL Khush Ho Gaya…!!!
. . . Jis Ko Samajh i Wo Fwd
Kren-Baqi Pathan K Aagay Kharray
Ho K Cheeni Lein kahin khatm na ho jae
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Baap :tumhen school jana kaisa lagta hai?
Beta:jana bi theak aurana bi theak hai lakin beech wala time mujhe khas pasand nai.
by Sabir shah (few years ago!)
Ek bacha mummy se pitne k baad,
Papa kabhi aap jungle gaye ho ?
Papa- Nahi beta
Bacha- Phir aap itna khofnaak item kahan se pakad laye
by Pak101.com (few years ago!)
3 Pathan Raat Ko Car K
Derwaze Band Hony Ki Waja Se
Andar Hi Phans Gaye Thy ...
Aur Soch Rahe Thy k
Car Main Se Kaisy Nikla Jaye?
1st Pathan:
Yar Aisa Krty Hain k Engine k
Rasty Niklne Ki Koshish Krty Hain.
2nd Pathan:
O Nai Yar,
Diggi k Raste Niklty Hain.
Aur 3sra Jo Un 2no Ki Batain Sun Rha Tha, Bola:
Yar Jo Bhi Krna Hai,
Jaldi Karo Barish Hony Wali Hai,
Aur Car Ki Chhat Bhi Nhi Hai
by nabeel (few years ago!)