Samjhdar Aadmi
Larki ek Baba Jee se: Baba jee mere lie dua Karen ke meri shadi kesi samajdar admi se hojaye
.
Baba Jee: Ghar chali ja baiti, Samajdar admi khabi shadi nahi karta
by hearthackervsgirls (few years ago!) / 874 views
Similar Jokes
Sardar with a new mobile called everyone from his Phone Book & said "My mobile No. has changed
Earlier it was Nokia 3310 now it is 6610".
by Pak101.com (few years ago!)
Dost:yaar aisi bivi ko kia kahen ge jo khobsurat ho,samjhdar ho, bat mane aur naraz na ho,
admi:afwaah
by Sabir shah (few years ago!)
Joke: Shadi ki taqreeb mein dulhan ka pehla mangetar bhi bara sajh dhaj ke aaya howa tha .
aik sahib neh poocha :kya dulha aap hain?
jee nahi. mein to Simi final mein ho knock out ho gaya tha
by Mazhar Khan (few years ago!)
1pagal nay 1samjhdar say sawal kia,
Pagal-mombate jale to kya hota hai?
Samajhdar-Roshni,
Pagal-thapad mar kar bol gadhay mom zaya hoti hai,
by Mohammad Ali (few years ago!)
AMERICAN : Ye building kitne din mai bani hai?
PATHAN : 1 maah main,
...
AMERICAN : Ye hmare mulk main to 2 weeks main
ban jati hai,
...
Thora agay jane k baad phir Poucha : Ye building
kitny din main bani hai?
PATHAN : Sirf 2 weeks main,
AMERICAN : Hmare mulk main to 3 days main ban
jati hai,
Habib bank plaza k pas sey guzrey to AMERICAN ne
poucha : Ye building kitney din main bani hai.?
PATHAN :
Pata nhi Subha to nhi thi :)
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Saas:
Bhagwan Ne Tumhe 2 Akkhen Di
Chawal Se Pathar Nahi Nikal Sakti?
Bahu:
Bhagwan Ne Tumhe 32 Dant Diye
2-4 Pathar Nahi Chaba Sakti
by Pak101.com (few years ago!)
Santa: Yaar aaj to 1 Rs. me 3 amrood mil gye.
Banta: Wo kaise?
Snta: 1 Rs. ka 1 usne dia, 1 mai utha k bhag gya, or 1 usne muje fek ke mara...
by Pak101.com (few years ago!)
Do memon hotel mein aik dusre ko mile...
4 din baad dono mar gaye...!
Wajah kya thi...?
Woh 4 din aik dusre ko dekhte rahe.. Ke khana kon mangwaye ga...?
by Pak101.com (few years ago!)
Rishta discussion now a days:
Larkay Walay: larki ne kya kiya hua hai??
Larki Walay: jee Masha Allah candy crush
kay 110th stage per hai :P
by Mazhar Khan (few years ago!)
Mareez ne doctor se kaha.mainek mahn se 50 rope ki rozana dawa kha
raha hun lekin muje koi fayda nazar nahi aa raha.
Doctor .....acha to main ap ko kal se 40 rope ki dawai dun ga.jis se ap ko roz
ka 10 rope ka fayda nazar ayega.
by Abdul Basit (few years ago!)