2 charsi cricket match dekh rhay thy.
2 charsi cricket match dekh rhay thy.
Afridi ne 6 mara.
Pehla charsi: Wah kiya goal kia hay.
Dusra charsi: Bewaquf goal is me nhi, cricket me hota hay.
by Pak101.com (few years ago!) / 987 views
Similar Jokes
Sardar Ko Har Bat Me “TERA BHAI” Kehne Ki Aadat Thi.
Wo Shadi K Bad
Apne Bedroom Me Gaya Or
Dulhan Ka Ghoonghat Utha K Bola:
“Kesa Lag Raha Hay TERA BHAI?”
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar With Dentist
Kia Dard K Bagar Daant Nikaal Lete Ho?
Doctor: Nahi
Sardar: Mein Nikaal Leta Hon
Doctor: Wo Kaise?
Sardar: He He He He
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Aasmaan Jitna Neela Hai.
Sunflower Jitna Peela Hai.
Paani Jitna Geela Hai.
Aap ka Screw Utna Hi Dheela Hai
by Pak101.com (few years ago!)
Itne dino baad aaj books kholi to 1 raaz khula.
.
.
.
.
... .
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Ye ni aata
Ye ni aata
Ye ni aata..
Oh teri!!!! ye b ni aata..! :-D
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Kisi ne sach he kaha hai...
'Jo ankhon se hamesha rahte hain Door..
Wah Wah,
Jo ankhon se hamesha rahte hain door....
...
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Wo Question Exam me ate hain Zaror. :(
by Pak101.com (few years ago!)
1 Traffic police Wala
Buriya Se:Main Kitni
Dair Se Siti Baja Rha
Tha,
Aap Ruki Nahi?
Buriya:Beta Ab Meri
Siti Sun K Rukne ki
Umar Ni He.
by A. Sami (few years ago!)
SANTA-YAR MUJHE APNI GF KO GIFT DENA HAI.
BANTA-DIAMOND RING DE DO,
SANTA-NHI YAR AISI CHESE BATAO JO KABHI
PAHNI NA HO
BANTA-GENTS KACHHA DE DE
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Supposedly G.B. Shaw once sent Winston Churchill some tickets for the first night of one of his plays.
Churchill then sent Shaw a telegram to the effect: "Cannot come first night. Will come second night if you have one."
Shaw promptly replied: "Here are two tickets for the second night. Bring a friend if you have one."
by Pak101.com (few years ago!)
A sad love story
.
Ek student ko apni classmate se
pyar
ho gaya
.
Ladke ne use prapose kiya
Lekin ladki ne inkar kar diya
Or
teacher ko uski complain kardi
.
Teacher ne ladke ko kaafi daanta
or
1 week k liye class se nikal diya.
.
.
.
Jab 1 week baad ladka wapas
class
me
gaya to
Ladki ko us se pyar ho gaya
.
Ladki ne us ladke ki book me
likha :
I m sorry and I love u too
.
Ladke ne koi response nahi diya
.
Isi tarah 4 saal guzar gaye
.
.
Moral - bewkuf ladki itna bhi nahisamajti
Ladke kabhi books nahi kholte
hai.. :v :D
by Pak101.com (few years ago!)
“Ufff Sardi”
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Jab Uper likha hy ke
Srdi Hai to Nechy Konsa
Heater Laga Hy jo Dekh Rhy Ho.
2014 ki pehil Bezti Mubark Ho….
by Mazhar Khan (few years ago!)