A Chini was in hospital.
A Chini was in hospital.
SANTA went to meet him.
Chini said “CHING CHONG, MOU.CHU CHA” & died.
SANTA went china 2 know the meaning,
that was:-
KUTTE OXYGN K PIPE SE PAIR Utha.
by Pak101.com (few years ago!) / 940 views
Similar Jokes
Aik pathan dhobi se
Tum aise bure kapre dhote ho Ke phar kar aik ke do kar dete ho
Dhobi ne kaha
Khan sahib phir meri sharafat bhi tu dekhiye Main paise sirf aik kapre ke leta hoon
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Ab to larkian rat main b make-up kr k soti hain
FARAZ
Q K
.
.
.
.
.
.
Koi dekhy na dekhy SHABBIR TO DEKHY GA..!
by Mazhar Khan (few years ago!)
Mein to pehle hi Uskey Bhai se Buri tarah pit chuka hon
Faraz!!!
Ab woh kehti hai, "to Phir Aao Mujhko Satao"
,,,
\(',')
((>
<\
by Mazhar Khan (few years ago!)
Sardar: Aao Race Lagatay hain, Jo haara woh ek hazaar rupay dega.
Pathan: Lekin Mujhe Rasta nahi Maloom.
Sardar: Bus Tum meray peechay peechay aatay rehna.
Pathan: Thanks Yara..
by Pak101.com (few years ago!)
Snta-Muje Sanskrit Sikha do
Pndit-Q?
Snta-Devtao ki Bhasha h Swarg Me Kaam Aygi
P-Agr Narq Gya To?
Snta-Gaalio ka diploma Delhi Belly se kr lia h!
by Pak101.com (few years ago!)
Aik pathan ne 2usry pthan se poucha, joray kahan bnty hn, 2usry ne kaha, asmano per, pehla bola O ME MAR GYA, me to drzee ko de aya.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Kisi Ne Sardar Se Charpai Mangi.
Sardar: Humare Pass Sirf 2 Hein,
Aik Pe Maa Aur Patni Sote Hein,
Aur Dusri Pe Mein Aur Abba…
Admi: Yar Charpai Na Do,
Tarteeb Se To Soya Karo….
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar ko sms aya bhejne wala inteligant aur parhne wala bewakoof.
Sardar ne gusse me replay kia k bhejne wala bewakoof hai aur parhne wala inteligant.
by Sabir shah (few years ago!)
Theacher- "LAdki sab ladko se hans ke baate karti hai. Batao is sentence me ladki kya hai?"
Student-"Sir, ladki bahut chaalu hai"
by Pak101.com (few years ago!)
Anti Misba: Tumari itni hansi kyu Nikal rhi hy?
Major Rohail: Tumara new dress dekh kar.
Anti Misba: Oh Acha! Is ka matlab tumne Abi new dress ka BILL nhi dekha.
by Pak101.com (few years ago!)