Santa: Bhaisahab time kya hua?
Santa: Bhaisahab time kya hua?
Man: Sham ke 6 baje hain!
Santa: Sala, subah se pooch raha hoon, sab alag alag time bata rahe hain.
by Pak101.com (few years ago!) / 977 views
Similar Jokes
1 moti aurat docter se: suna hai khelne se motapa kam hu jata hai ,magr mujhe kiu farq nai para .
Dr:ap konsa khail khelti hu?
Moti:yassu panju.
by Sabir shah (few years ago!)
1 Ghar se chuntiyo(ants) ki kataar darwazay se bahar nikal rahi thi.
GHAR k malik ne pucha,"tum sab chuntiya, kaha ja rhi ho."
CHUNTIYA boli,"tum jese kanjus aadmi k ghar pe rehne se acha hay k ham kisi aur jaga HIJRAT(MIGRATE) kar jae..."
MORAL:
yar kuch to sharam karo. ITNI kanjusi b achi nhi hoti ;)
by Pak101.com (few years ago!)
first friend: yar aaj main nay PC hotel main sirf 50 ropay main khana khaiya
2nd friend: naheen yaar woh kaisay?
ist friend: yaar bill to 2000 bana tha unhoan nay police ko bulwa liya aur main nay 50 ropay day ka jan churwai
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Pathan-
Yaar molvi saab ne meri
Bohat beizati ki
Major Rohail-
Kyu?
Pathan-
Humne Molvi sab ko sirf
Itna pocha tha k 14 August
Ka ROZA nafli ibadat hy
Ya Farz
by Mazhar Khan (few years ago!)
Sonay k baad bi us k hath ka angutha hilta raha
faraz
us ko 15 rupee me 1000 sms karne ki adat ho gai thi
by Sabir shah (few years ago!)
Wife: Agar main mar jaun to tum kya karoge?
Husband: Shayad main mar jaunga.
Wife: Kyon?
Husband: Kabhi kabhi zyada kushi janleva hoti hai….
by Pak101.com (few years ago!)
ik Sardar apnay kandhay per aik totay (parrot) ko bitha ker jaa raha tha..
Kisi nay pocha:”Yeh kon sa janwar hai? ”tota(parrot) bola: “Sardar”
by Pak101.com (few years ago!)
2 Cats To Shrabi Rat:
Ajj Tainu Khan Nu G Krda A!
Rat: Chappair Na Kha Lein
Main Es Layi Nai Kuch Kehnda
K Log Kehn Gay
1 Shrabi Ne 2 Jananiyan Kutt Dittiaan ;-
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Cinema main khawaateen k huqooq per film chal rahi thi.
1khaatoon ne josh mein naara lagaya:
aaj ki aurat kiya nahi kar sakti?
Pathan bola road per peshaab
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Santa: kal jo shampoo liya tha, uska free gift do.
Shopkeeper: us pe koi free gift nahi tha.
Santa: pagal samajhta hai, uspe likha tha dandruff free.
by hearthackervsgirls (few years ago!)