Ek sardar subah subah jogging karne
Ek sardar subah subah jogging karne ke liye nikla apne kutte ke sath.
Rudra: Oye yeh subah subah gadhe ke saath kaha jaa rahe ho?
Sardar: Oye yeh gadha nahi kutta hai.
Rudra: Oye main kutte se hi pochh raha hoon
by Pak101.com (few years ago!) / 870 views
Similar Jokes
santa - radio pe gaane sun raha tha papa tehte hai
bada naam karega.
maa - bijli ka bill tera baap bharega.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
1 Pathan ne pehli bar aaina daikh kar bol: Esko tu kahin daikha hai
Boht dair sochny ke baad bola:Oye yai tu wahi bagerat hai Jo shadi ka album
mai hamara bewi ke sath betha hai
by Mohammad Awais Rashid (few years ago!)
Sardar: Mai Tere 64 K 64 Dant Tor Dun Ga
Pas Khra 1 Admi Bola:
Sardar G Dant To 32 Hote Hn
Sardr:
Mje Pta Tha K Tu Beech Main Bolay Ga Tere B Mila
K Bataey Hain
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Hum Log Ghar ki Rakhwali k Liye kUTTA Rakhte
Hain.
Pakistani Citizen:
Ye Konsi Bari Baat Hai..
"Humne To Pure Mulk k Liye Rakha Hua Hai.."
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Santa’s Army Test
Pappu- 3+5?
Santa- 8
Pappu- 7+3?
Santa- 10
Pappu- 8+8?
Santa- Pata nahi sir
Mere pass sirf 10 hi ungli Hai.
(=awaD o_0
W!LD T3XT3R
by Pak101.com (few years ago!)
Aaj apni Muhabat ko naya morr dia us ne,
Mere liye baalon ko khula chorr dia us ne!
Pehly hansta tha main monh khol k,
Ab to Aagy wala hi daant torr dia us ne!
Us ne sargoshi ka kaha mai betaab ho gya,
Kaan paas kiya to marorr diya us ne!
Sardian aain to laya malty mehbub k liye,
Malta kha k chilka ankhon main nichor dia us ne!
Bewafai ki had b dikha di ik din us ne zalim,
Milny ghr gya to pechay kutta chor dia us ne:-)
by Mazhar Khan (few years ago!)
baap bete ki galti pe-gadha
beta-papa tension not sab khete hai mai aap pe gaya huin
by Pak101.com (few years ago!)
Santa Taxi Main Ja Raha Tha. Achanak Taxi Ruk Gayi.
Sardar Driver bola: Sir Taxi Aage Nahi Ja Sakti, Petrol Khatam Ho Gaya Hai.
Funny Santa: Koi Baat Nahi Taxi Vapis Ghar Ko Le Chalo.
by Pak101.com (few years ago!)
1 Arbi Bath Room me phone pr BAT kr
ra tha,PATHAN ne suna to andar jakr
arbi ko boht mara, logo ne pucha to
Bola. ye kameena Bath Room me
TILAWAT kar rha ta.
by Aurangzeb Khan Tunio (few years ago!)
Santa:-agar kabhi neend na aaye to kya karna chahiye.
Banta:-are neend ka intzaar karne se to achcha hai ki so hijana chahiye.
by hearthackervsgirls (few years ago!)