GOLU Papa muje Nokrani se pyar
GOLU Papa muje Nokrani se pyar he Mai usse shadi kruga Baap Nokarani ko rani banane ka na socho GOLU Kyu Baap Yhi galti mei ne b ke thi beta
by Pak101.com (few years ago!) / 956 views
Similar Jokes
aik pathaan ki biwi ko pathaan par bohat pyaar ayaa
Wo boli aap lakhon main aik ho
pathaan ne aik zor se chapair mari aur bola baqi 999 kon hain
by Pak101.com (few years ago!)
2 Pathano ki larrai ho jati hai:
.
1st Pathan: Agar tu ne apne baap ka doodh piya hai to mujhe sai larrai kar.
.
2nd Pathan: He hee khocha baap ka doodh to hota he nahi hai.
.
1st Pathan: Abe to General Store pe ja Milk Pack ka Dibba Utha Dukandaar bolyga,
Rakh Tere Baap Ka Doodh hai Rakh
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
jotay parney k bad zardari farmata hai:
tum kitney jotay maro gay mai sary joty khalonga..
mai bohat bara dheet hun EID pe stall laga lunga.:)
by Abdul Sami (few years ago!)
Ek dafa sardar ne bank se lon lekar car khrid lya but bank ka lon wapas na kar saka.
magar Bank walo ne car wapas lalya.
Sardar:agar pata huta to shadi be bank ke lon se karta.
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Ek Dost Dusre Dost Se Pucha,Yaar India Ka Tarakki Q Nehi Hota?1st Dost Reply-Jis Desh Ki Logo ka naam A.K. Dhar,T.K. Kar,Jis Desh Ki Biscuit Ka Naam "PARLE MARIE",Oil Ka Naam "SHALI MAR" Us Desh ki tarakki Keise Hoga?
by Pak101.com (few years ago!)
Ladka Aur Ladki Dono Haath Mein Haath Daale Jaa Rahe The,
Usi Waqt Ek Shararti Bachha Aaya Aur Bola,
Bachha: “Bhaiya, Kal Wali Didi Jyada Bhadiya Thi”
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher: “I killed a person”
convert this sentence into future tense.
Sardar: The future tense is “u will go to jail”.
by Pak101.com (few years ago!)
JATT: Tumhe rajput kyon kehte hain?
RAJPUT: Hum apni baat pe jaan de dete hain,
aur tumhe JATT q kehte hain ?
JATT : QK hum bat bat pe jan le lete hain ;-)
by nadeem (few years ago!)
Boy: Tommy ne meri saari kitaab kha lee.
Mother: Usko mere pass leke aa mein usko saja deti hoon
Boy: Saja to meine de dee, uski katori wala dudh mein pee gaya
by Pak101.com (few years ago!)
Jo cin pin zon in pui aa tabi tabi MUNNI a ooi ooe.Chan pang to kyaang.
preshan na ho
China sy pegham aya hy k
Munni ki badnaami ka brrha afsos hua..
by Pak101.com (few years ago!)