Phansi Par Charhney Se Pehlay
Mujrim (Phansi Par Charhney Se Pehlay)
Agar Maa Ki Baat Suni Hoti
To Aj Ye Din Na Dekhna Nasib Hota
Jallad: Kya Kehti Thi Tumhari Maa
Mujrim:
Jab Us Ki Bat Suni Hi Nahi To Kya Bataon
by Pak101.com (few years ago!) / 988 views
Similar Jokes
Santa: Mere Pass Gaddi Hai, Banglow Hai, Paisa Hai.
Tumhare Paas Kya Hai?
Banta: Mere Pass Bhi Gaddi Hai, Banglow Hai, Paisa Hai.
.
.
.
Santa: To Saaley Apni Maa Kiske Paas Hai?
by Pak101.com (few years ago!)
2 Ghadhe{Donky} Apas Main Bateen Kar Rahe Thay.1st Yar Mera Malik Bohat Zalim Hay.Bohat Marta Hay Kaam B Zyada Leta Hay.2nd to Tum Bhag Jao Na Is Ko Chood Ke.1st Yar Bhag To Jaon Per Ik Waja Se Ruka Hoon. Mera Malik Jab B Apni BETI Se Ladayi Karta Hay Na. To Us Ko Ye Kehta Hy Ke Beti Tum Sudher Jao Warna Main Ney Teri
Shadi GADHE Se Kar Deni Hay..
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Sardar: aapaan te roti roz kukar nal khaee dee a!
Dost: es mehngaee vich keevain?
Sardar: ek burkee aap khaee dee a te ek kukar noo pai dee a!
by tanveer hussain (few years ago!)
Bhikari-sahab ek rupiya de do.
Sahab-tumhe sharam nahi aati road par khade hokar bhikh mangte?
Bhikari-abe tere ek rupiye ke liye office kholu kya?
by Pak101.com (few years ago!)
Beta : 500 Rs Do na.
Papa : Kya Karega ?
Beta : Mere Sare Friends Ka A/C Hai,
Mai Bhi Khulwaunga.
Papa : Very Good. Kaha Pe ?
Beta : Cigrate Ki Dukan Par.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Sardar: Aaj raat mai nahi sowonga
Dost: kion??
.
Sardar: Kal khwab mai 1 Pathan se larayi howi, wo aaj banday le kea raha hai
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Angraiz Sharab Pee Raha Tha
Pathan Nay Usay Daikha Aur Kaha:
Hum Is Say Bhi Acha Nasha Karwata Hai Tum Ko
Aur
Angraiz Ko Chars Ka Kash Lagwa Dia
Angraiz Behosh Ho Gia
Kuch Arsay Bad
Jb Dobara Dono Ki Mulaqat Hoi To
Pathan Nay Phir Kash Laganay Ko Kaha
Angraiz Bola: No Yaar Ye Nasha Buhut Sakht Hai
Nash Utarnay Kay Bad Pechhay Buhut Dard Hota Hay
by Aurangzeb Khan Tunio (few years ago!)
Santa Apne Dost Se: “Aaj Ghar Jate Hi Biwi Ki Chaddi Utarunga.”
.
Dost: “Aaj Bade Mood Mein Lagte Ho?”
.
Santa: “Ghanta, Bahut Tight Hai Yaar, Subah Galti Se Biwi Ki Pehan Li Thi.
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar k ghar chor aagya Sardar ne dekha to chor bhaga
Sardar bhagta bhagta chor sy b agay NIKAL gya
.
.
.
.
.
Sardar: Aik tay chori utto Saday nal RESSAN… ?
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Ek circus mein ladki ne sher ko kiss kiya! Ring mastar: Aap mein se koi yeh kar sakta hai? Boy : Main aata hoon par pehle iss sher ko peeche karo
by Pak101.com (few years ago!)