Social Work
Santa: Yar muje Major Rohail ne social work krne Pr
bohat mara.
Batna: Social Work?
Santa: Han, me ne qabristan k gate pr Welcome ka
board lagaya tha.
by Tanveer Hussain (few years ago!) / 900 views
Similar Jokes
Solid Reason To Hate The Serial C.I.D
Lady: “Rahul Mera Bhai Tha”
Daya: “Kya? Rahul Tumhara Bhai Tha?”
Lady: “Haan, Rahul Mera Bhai Tha”
Abhijeet: “Rahul Sach Mein Tumhara Bhai Tha?”
Lady: “Haan Sir, Wo Mera Bhai Tha”
ACP: “Oh My God, Iska Matlab, Tum Rahul Ki Bahan Ho“
by Pak101.com (few years ago!)
Baap 6 saal ke bete se:” So ja beta nahi to bhoot aa jayega..
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Beta:” Aap logo ko to bas ROMANCE ka bahaana chahiye,
Chahe bachhe ki fat jaye bhoot ke
naam se…
by Mazhar Khan (few years ago!)
Wife:Main Mernay ja rahi hon,
Husband:Ye lo Dairy Milk.
Wife:Q?
Husband:Khudship K moqay per
khuch meetha ho jse:-)
by A. Sami (few years ago!)
Police: aapki car ki accident kaise hua?
Santa: woh to mujhe bhi pata nahi hai sir. tab main so rahaa tha?
by Pak101.com (few years ago!)
Yaad Tumhari Ati Hy Funny Udu Jokes
Tum Dor Sahi Majbor Sahi Par Yaad
Tumhari Ati Hy, Tum Sans Wahan Par
Lyti Ho Or Badbo Yahan Par Ati Hai…
by Aurangzeb Khan Tunio (few years ago!)
Director to actress:
tumhe 4 gunde pakrenge
aur hero bachane ayega
...
Actress: Hero Kaun hai?
Director: Emraan Hashmi
Actress: phir mujhe
usse kaun bachayega???
by Pak101.com (few years ago!)
Larki: Dukhandar se ye suit kitne ka hai?
Dukhandar: 1500 ka
Larki: Uff aur wo wala
Dukhandar: Do dafa Uff
by Mazhar Khan (few years ago!)
Doctor to Old Man!
Baba ji Aapki Neeche Wali Dono
Golian Nikaalni Paraingi..
Baba: Nikaal lo Beta.’!
Jab Bandooq hi Nahi Chalti tou goliyan kis kaam ki
by Pak101.com (few years ago!)
Ek sharabi ne bahut zyada sharab pee le. Jab woh
ghar aaya to uss ne jeb se chabi nikali aur tala ko
kholney laga.
Haath kaapne ke wajha se chabi kabhi idhar hat
jati kabhi udhar hat jati, ek admi pass se guzra toh
sharabi ne usey bataya ki tala nahi khul rahi hai.
Uss shaks ne sharabi ke pass ja kar kaha, “lao chabi
tala main khol deta hoon”
Aur phir sharabee ne kaha, “Tala toh main hi
kholonga bas tum makan ko pakar ke rakhna”
by Tanveer Hussain (few years ago!)
1 Pathan Quaid-e-Azam ki Mazar par ja kar dua kar raha tha
"Maira Prize Bond har sorat mai nekalna chahie"
.
Jese hi wo Mazar se bahir agia, kesi ne uske Jaib se Prize Bond nekal lia tha
.
Wo dobar Mazar gia owr bola: "Jinah Sahb ! Pahly pori baat tu samaj lia karain"
by Mohammad Awais Rashid (few years ago!)