1 Party me sab log ulti kar rahe
1 Party me sab log ulti kar rahe the..
Banta: Sab ko kya Hua?
Santa: Maine Ulti ki thi,
In Logo ko Bura Laga, To Maine Wapas Pee lee
by Pak101.com (few years ago!) / 1046 views
Similar Jokes
Teacher-giv eng trnslation of
“BAZAAR MAI GOLIYAN CHAL RHI HAIN”.
.
.
.
.
.
.
.
.
Stu-”The TABLETS are WALKING in the market”.:*8-):*
by Pak101.com (few years ago!)
Mard zyada sharif hain ya aurtain ?
Pathan
Ans. Mard
Q k Mardon Main
UMar Sharif
Nawaz Sharif
Shehbaz Sharif
HaMza Sharif
Jab k aurton Me sirf
Babra Shrif
aur
Amna Sharif
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Chikku- maine susu subah 6 baje karta hu. Dr- tu es me problem kya hai?
Chikku- jee meri ankh 8 baje khulti hai..
by Pak101.com (few years ago!)
teacher : said translate into english wo meri nawasi hai
student:itna asaan itna asaan
she is my 89
by WAQAR (few years ago!)
Santa : Yaar Achha Hua
Me India Me Paida Hua
America Me Nahi
Banta : Q America Me
Hota To Kya Hota ?
Santa : Tu B Na
Muje English Kaha Aati Hai
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Ek Student Doosry Se:
"Aaj kuch Khatarnak Kaam Karny ka ji kr Raha Hai. Jo pehle Hum ne na kiya Ho.
2nd Student:
"To phir Chal Thora Sa Parh Lety Hain." :-)
by Pak101.com (few years ago!)
Aik aadmi ko buhat pias lagi huyi thi. Woh aik sharbat walay kay pas gia aur kaha mujhay aik glass sharbat do. Phir kaha meri larayi honay wali hai.
Sharbat walay nay dheyan nahi dia aur sharbat ka glass pesh kia.
Woh aadmi sharbat pi kar bola. Mujhay aik glass sharbat aur do meri larayi honay wali hai.
Sharbat walay nay suna magar kuch kaha nahi. Phir is nay kaha.
Sharbat walay nay tisra glass bhi dia aur jab is nay sharbat pi lia to is nay pucha aap ki kis say larayi honay wali hai.
Is aadmi nay kaha. Tum say kiun keh meray pas denay kay liye sharbat kay paisay nahi hain.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Santa aur banta ne zindagi me pehli baar riksha
dekha..
Santa: Dekho Kitna Chota Tanga Hai.
Banta: Haan..
Aur Gadha To Dekho, Aadmi Jaisa Dikhta Hai..
by Tanveer Hussain (few years ago!)
RAAZ-Tumhari ankhen ktni hasen hai
Grl-Choro na
RAAZ-Tumhare bal ktne khubsurat hai
Grl-Choro na,Aap B
RAAZ-Itne der se chor hi rha tha
by Pak101.com (few years ago!)
Police:
Tumhe Kal Subah 5 Baje
Phansi Di Jayegi
Sardar: HA HA HA!
Police: Kyo Hass Rahe Ho?
Sardar: Mein To Subah 8 Baje Utthta Hoon
by Pak101.com (few years ago!)