maine susu subah 6 baje karta hu
Chikku- maine susu subah 6 baje karta hu. Dr- tu es me problem kya hai?
Chikku- jee meri ankh 8 baje khulti hai..
by Pak101.com (few years ago!) / 864 views
Similar Jokes
Maalik Nokar Se:
Is Mehngai K Dor Me
Parathay Pe Is Qadar Ghee?
Kya Hogya Hai Tumhe?
Noker:
Maaf Kijiye Ga
Ghalti Se Mera Pratha Apke Pas Agya Hai
by Pak101.com (few years ago!)
A young husband with an inferiority complex insisted he was just a little pebble on a vast beach.
The marriage counselor, trying to be creative, told him, "If you wish to save your marriage, you'd better be a little boulder."
by Mohammad Ali (few years ago!)
Mohabbat ka sirap ho tum,
Tension ka capsule ho tum,
Aafat ka injection ho tum,
Par kya kare jhelna padta hai,
Kyonki... DOSTI ka oxigen ho tum.
by Mazhar Khan (few years ago!)
Boy : Bus, Train and ladki ek jaise hote hai. ek jatihai to dusri aa jati hai.
Girl : Auto, Taxi aur ladke ek jaise hote hai, ek bulao to 4 chale aate hai.
by Abdul Hannan (few years ago!)
Arrange marriage :
Rs 200,000 shadi per
Rs. 50,000 haq mehar
Rs. 50,000 mukhtalif rasmon per
Rs. 300,000 jahez
... Rs 100,000 valeema
shadi k 3 dino ka kharch Rs. 30,000
total : Rs 775,000
love marriage
RS 120 ka stamp paper
200 taxi ka kiraya
50 typist ko
mithai Rs 300
total: 670
dil lagao
kharcha bachao
aaj nhe kro ge to kal bhugto ge
khamoshi ka bycot.....
by Pak101.com (few years ago!)
College kay peechay nadi ma Principal
Doob raha tha, aik student nay dekha
Aur zor zor se chillatay hoi bhaga....
Kal chutti ha, kal chutti ha!!!!!!!!!!
by Pak101.com (few years ago!)
Santa ne galti se kisi ka 100 ka balance ho gya.Phr call kiO yaar mera 100rs wapis kro
Banta:mere pas to 80 aaya hai
Santa: ruk yaar mai 20rs or bhejta hun.
by Pak101.com (few years ago!)
Very Funny Girl ek beautiful college student thi.
Ek bar vo class me late aati hai.
Teacher: Tum late kiyon ho?
Very Funny Girl : Sir Ji, ik londa mera peecha kar raha tha.
Teacher: Par fir kya hua, tum late kaise hui?
Very Funny Girl : Sir, voh londa bahut dheere dheere chal raha tha.
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan Motorway Pe Cigerate Pite Huye Bhag Raha Tha
Police wale Ne Pucha:
Kia Kr Rhe Ho?
Pathan: Hum Dekh Raha Hy k 1 Cigerate Kitne Kilometer Chalta Hay.(,")
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Bacha on 1st April: Mama, kitchen main naukar naukrani ko kiss kar raha hai
Mama: Main abhi jaa ke unhain theek karti hoon.
Bacha: Ha ha ha April fool! "Woh toh papa hain."
by Pak101.com (few years ago!)