Zindgi main pehli bar rikhsa dehka
Santa aur banta ne zindagi me pehli baar riksha
dekha..
Santa: Dekho Kitna Chota Tanga Hai.
Banta: Haan..
Aur Gadha To Dekho, Aadmi Jaisa Dikhta Hai..
by Tanveer Hussain (few years ago!) / 815 views
Similar Jokes
Lady to Doctor: Mujhe Gas ki
problem hai par achhi baat ye hai ki meri gas me
na BadBu aati hai na Awaaz.
Aap k clinic me bhi 20 dafa gas chhod chuki hu par
kisi ko pata nahi chala..
Doctor: "Ye Dawa lijiye aur 1 week baad aayiye" .
(1 week baad) .
Old Lady:"Aap ne mujhe kya dawa de di? Meri gas
me ab bhi aawaz nahi aa rahi par
bahut Zehrili Badbu aa rahi hai" .
Doctor:"Good..! Aapki Naak theek ho gayi hai Ab
hum aap k KAAN ka ilaaj karenge....
by Tanveer Hussain (few years ago!)
India me bollywood hai
America me hollywood hai
to phir england me kya hai?
Guess
.
.
.
.
.
Collingwood..
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Hindi Wife: Raat ko aap peeke gutter mein gir gaye the.
Funny Hindi Husband: Kya bataoon, sub galat sangati ka asar hai, hum 4 dost... 1 bottle, aur woh teeno kambhakt peeten nahin.
by Pak101.com (few years ago!)
Nepali ko chirag mila.
Jin nikla bola: 3 wish mango!
Np:
1.Ek Bara bangla
2.Ush men khoob daulatmnd aadmi
3.Ushka Chokidar humko bana do.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Papu aur PAPA ek Hotel me gye..
.
.
Papa: Waiter,
.
1 Beer aur 1 Ice-Cream lao..
.
.
.
PAPU: Ice-Cream kyu papa?
.
Aap bhi Beer pijiye na.
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan: Aaj main bohat preshan hu aur mujhe Dar lag rha hy.
Major Rohail: Kyu?
Pathan: Aaj main test de k aya hu pta nhi fail ho ga ya pass.
Major Rohail: Kon sa test?
Pathan: Blood Test
by Abdul Hannan (few years ago!)
Memon: Pent Ki Silai Kitni Hy?
Tailor: Rs. 150.
Memon: Nekar Ki?
Tailar: Rs. 50.
Memon: Ok.
Nikar Hi See De
Par Lmbai Pairon Tk Rkhna……
by Pak101.com (few years ago!)
Bhikari (Aadmi say) bhayi do ropay ka sawal hai?
Aadmi : Sirf do rupay hi ka kiun?
Bhikari: Mein aadmi ki awqaat deikh kar hi mangta hon.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Ek bar ek ladka samosa ke bich ke aalu ko kha raha tha aur bahar ke hisse ko phek raha tha.
Dushra dost usse poochta hai ke tum samose ke sirf aalu ko kyun kha rahe hoo?
.
.
Pehla: Doctor ne mujhe bahar ke chejo ko khane se mana kiya hai.
by Pak101.com (few years ago!)
Agr apna pyar pana chahyte ho to apn tabiyat kharab kar lo aur behoshi k aalam me apne ghar walun k samne us ka naam lete rahu
by Sabir shah (few years ago!)