Girl- Nice mobile
Girl- Nice mobile, where did u buy?
Boy- I won dis in a running race.
Girl- How many people participated?
Boy- MOBILE OWNER, POLICE and ME.
by Pak101.com (few years ago!) / 926 views
Similar Jokes
A computer was so
A computer was something on TV
From a science fiction show of note
A window was something you hated to clean
And ram was the cousin of a goat.
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Teacher:tum kis khan dan se ho?
Student:janwaron k se.
Teacher:kiun?
Student:papa mujhe ulla ka patha,ammi mujhe gadha,dada g shar ka beta aur dadi bander kehti hai.
by Sabir shah (few years ago!)
1 larki jis k umer 18 year hai bahut pyari hai wo bechari GHQ hospital I.c.u ward me
nurse hai dua karen wo mujh se set ho jae .
by Sabir shah (few years ago!)
A SAD LOV STORY
1 student ko apni clasfelw se payr ho gya.Us ne usy prpose kiya lekin larki ne inkar kr diya 0r teacher ko cmplain kar di.teacher ne danta 0r 1 week k liye class se nikal diya.jab larka 1 week baad wapis class main gaya tu larki ko us se lov ho gaya.larki ne us ki kitab pe likha”i m sorry & i lov u too.” larky ne koi respnc na diya..isi tarah 4 saal guzar gay..
Moral:STUDENT KBI KITAB HI NAI KH0LTAY:-
by Mazhar Khan (few years ago!)
Teacher:ro kiun rahe ho?
Bachha:mumy papa ko kutta kehti hai or papa mumy ko bili kehte hai.mujhe ye nai pata me pilla hu ya billa
by Sabir shah (few years ago!)
Judge:Tumne Apne Malik Ko Zehar Q Diya
Mulzim:QK Unho Ne Kaha Tha K Aisa Thanda Pani Pilao
K Thanda Ho Jau Maine Zehar Daal Kar De Diya
by Pak101.com (few years ago!)
1st Sardar:
0ye Agar Neend Na Aye To Kya Kia Jae?
2nd Sardar:
Neend Ka Intezaar Karne Se Behtar Hai K Admee So He Jae
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Ek machchar ek takle ke sar par ja kar baitha,uske baad–
2nd machchar- Wah.. kya ghar dhunda hai!
1st machchar- Ghar kaha re,abhi to sirf plot kharida hai -
by hearthackervsgirls (few years ago!)
EK Advocate ke bete ko uski Maa ne thappad maara...
Beta baap ke paas gaya aur kaha:
"Mummy ne mujhe bina wajah thappad maara.."
Baap ne usse ek aur thappad maara aur kaha:
"Advocate ke bete ho kar tuje itna bhi nahin pata ki Supreme Court k khilaaf appeal High Court mein nahi hoti.
by Pak101.com (few years ago!)
Indian:
Humare Mulk Me Taj Mahal Hy
“Lekin Uske Andar Parinda B Par Nahi Mar Sakta”
Missri:
Humare Mulk Me Itna Husn He
“Lekin Kisi Larki Ko Koi Touch B Nahi Kr Sakta”
American:
Humare Mulk Me Esi Police Hy
“K Koi Hiley To Police Pohnch Jati Hy”
Pakistani:
Hum Woh Qoum Hein
K “Misar” Se Larki Utha K
“Taj Mahal” Mai Date Maar K Wapas Aa Jaen Tab Bhi “America” K Abbay Ko B Pata Naa Chale.
*Proud To Be Pakisani*
by Pak101.com (few years ago!)