bhaisab enginir sahab ka ghar
1980-bhaisab enginir sahab ka ghar konsa hai?
wo jobada bangala hai wo
2014-xcuse me yaha enginir sahab ka ghar konsa hai?
abey kisi b ghar me ghus ja
by Pak101.com (few years ago!) / 541 views
Similar Jokes
Small things hurt a lot
For Example: u can sit on a mountain... but not on a pin
by Abdul Hannan (few years ago!)
Wife:Dekho na Wo aadmi mujhe Ghur Ghur k Dekh raha hai.
Husband:Are wo toh Bhangarwala hai,Bekar mal psr nazar rakhna Uski aadat hai.
by Pak101.com (few years ago!)
Ek dehaati bhaga bhaga angrez tourist key paas pohancha or bola, “Meri bhens bhaag gyee hey, aap ney to nahi dekhi?”
Agnrez: O I See… Dehati: Aai si tey phari kyun nahi?
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Baap:beta koi bat nhi tmhari qismat me fail hona likha tha ho gye Beta:ye to acha hua dad maine pura saal nai padha warna sari mehnat bekar ho jati.
by Pak101.com (few years ago!)
Pappu Jamadar ki Love Story”
Apne Dil k Gatar ko Teri Yaadon k Kachrey sey Bharta hoon
Main Tere Pyar Mein Baasi salan ki tarah Sarta hoon
Tumhein kaisey bataon Jaan ye baat dil ki
Tum par Gandi Naali k Keeray ki tarhan marta hoon
by haleema sadia (few years ago!)
SARDAR: Office Ja Rha Tha. Biwi Pyar Se Boli: See U In The Evening.
SARDAR Gusse Se: Dhamki Kise De Rhi Hai, Mai B Tujhe Dekh Loonga.":-
by Pak101.com (few years ago!)
Santa went to see a girl for marriage
Girls Parents decided to let them be alone to talk
Santa: Behanji aap kitne bhai-behan ho?
Girl: Pehle 3 the AB 4 HO GAYE
by Pak101.com (few years ago!)
Friend:wo konsi aura hai jise har waqt pta hota hai k uska shohar kahan hai.:-
sardar:bewaah aurat
by Sabir shah (few years ago!)
Phatan Gehri Soch Mai
Wife: Kia Soch Rahe Ho?
Phatan: Ye Geo News Walon Ko Kese Pata Chalta He?
Wife: Kia?
Phatan: Yehi K
“Ap Dekh Rahe Hen
Geo News”…
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar: Ek Ghar Ko Aag Lagi Hoi Thi Sardar Ne Usi Gahr Mein Sa 6 Admiyon Ko Gahr Sa Nikal Mara.
Usi Waqt Sardar Ko Police Ne Jail Mein Band Kar Diya
! Q ?
Kyun Ke Usne Aag Bunjhane Wale Jo Gaye Hoay Thay 6 Log Unhion Ko Bhar Phank Mara.
by Tanveer Hussain (few years ago!)