Deo laga ke Bus pe chadhi,
Ladki Deo laga ke Bus pe chadhi, Ladke ne comment paas kiya 'Aajkal Phinayal ka Use zyada hota hai'
Ladki boli: 'Fir bhi makkhiya pichha nahi chhodte'
by Pak101.com (few years ago!) / 1322 views
Similar Jokes
Pathan k paas 1 mehman aaya. Pathan bola: 'o yara is pankhe k niche betho tumhe sawaab milega.
Mehman:wo kese?
Pathan: hm ye pankha masjid se utaar k laya hai.
by Pak101.com (few years ago!)
SANTA Roti Ka 1 Tukda Khud or 1 Murge Ko Khila Raha Tha.
BANTA- Ye Kya Kar Rahe Ho?
SANTA- Hum Khaandani Log Hain
Roz Roti Chickn Ke Saath Khate hain
by Pak101.com (few years ago!)
12 Boys planed to propose a girl
10 came with a rose..
But 1 came with a ring – Thats confidence
But what about the other 1?
Wo sala baraat lekar aaya – OVER CONFIDENCE!
by Pak101.com (few years ago!)
Ek Ladki apne BF k sath Ghoom Rahi thi.. .
.
.
Itne me us ka
husband aa gaya aur uske BF Ko pitne
laga..
Ladki- Maar saale Ko
Apni biwi ghumaata nahi h,
Aur dusro
ki biwi gumaane le aata hai...
.
.
.
(itne me BF josh me
husband ko marne laga)
.
.
.
Ladki - Maar saale Ko, na khud ghumaane le jata
hai,
na kisi aur ko ghumaane deta hai...
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Jo Log Garam Pani Main ELFY Dal Ke Nahaty Hain Wo Log Kabhi Toot K Bikhra Nahi Krty Zubeida Apa K Totkay.
by Abdul Hannan (few years ago!)
aik police walay ka beta exam main fial ho gaya to us nay us ko bula kay dantant shuru kar diya
uska beta bola: yeh lo 50 ropay aur mamala yaheen rafa dafah karo
by Abdul Sami (few years ago!)
In A Cricket Ground
Security : Cricket Match Is Over Now,
Why R U Stil Sitting?
Sardar : Oye Yaar
I Am Waitin For Highlights!
:-)keep smiling:-)
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Teacher: Oye Tumko KUTTEY par MazmoonLikh kar Laney ka kaha tha?
Pathan: Hum kya karey, jab Hum ne KUTTEY par Pen rakha tö wo Hamara tang parKaat krar bhag gaya
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Maa: Aaj school se itni jaldi aagaye?
Son: Machar maara to teacher ne chutti de di.
Maa: Aisa kyon?
Son: Machar teacher k gaal per betha tha.
by Pak101.com (few years ago!)
Santa: Bhaisahab time kya hua?
Man: Sham ke 6 baje hain!
Santa: Sala, subah se pooch raha hoon, sab alag alag time bata rahe hain.
by Pak101.com (few years ago!)