Pappu Yes Sir
Attendence-
Pappu Yes Sir
Bablu Yes Sir
Tinku Yes Sir
Ullu ?? Ullu ?? Ullu Button dabana band kar, teri baari hai, attendence lagwa
by Pak101.com (few years ago!) / 1111 views
Similar Jokes
Sardar:
Yar Aaj Maine Apni Bivi
Ko Kisi Aur K Sath Cinema Jatay Hue Dekha
Dost: Tou Un K Pechay Kyun Nahi Gae
Sardar:
Yar Maine Wo Film 4 Dafa Dekhi Thi
by Pak101.com (few years ago!)
Hazraat ...aik zaroori ellan suniye ...
aik orat jiski omer 62 saal hai ...har baar ki tarah is baar bhi ghar say bhaag gaye hai ...
maa ka naam WAPDA hai ...aur baap ka KESC batati hai ...
uska naam ghalti say bijli rakh dia gaya hai ...
jisse bhi mile Khuda kay liyaa ..
oske susraal bhijwa dain ...
faqt uski saas
AWAAM
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan sharab peeta raha or rota raha.
Ek admi ne pucha:
"kya huwa khan sahab?"
Pathan: "jis larki ka nam bhulana chahta hon uska nam yad nahi aa raha&qu
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar Rakshay Pe Ghar
Aya.
Sardar: Kitnay Paisay
Rakshay Wala: 50 Rupay
Sardar: Yay Lo 25 Rupay
Rakshay Wala: Yay Keya
Sardar: “Te Mama Tu Nai
Naal Beh K Aya”.
by tanveer hussain (few years ago!)
Wife: Main ne tumhain baghair dekhe shadi kr li.
Shohar: Aur meri sharafat dekho,
Main ne dekh kar bhi inkar ni kiya..
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Teacher: zameen per rehny waly janwer bachy dety hain,
hawa main urnay waly andy daitay hain,
Woh konsi cheez hai jo hawa mai bhi
urti hai or bachy bhi deti hai??
... .
.
.
Answer: air hostess
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar: yar jahaz jab urta he to uske gate q bnd ho jate he
Pathan: kafi der sochne ke baad
.
.
.
.
.
Yar koi juice ya kulfi wala na charh jaye
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Aik pathan Amma rozana bus my conductor ko kaju or badam khany ko dia karti thi.
conductor : Amma ap mujhy roz kaju, baam khany ko kiyo deti hi.?
Amma : Mere dant to rahy nai beta sirf choos k phenkna acha nai lagta . socha kisi k pait me hi chaly jaen
hahahahahaaaaaa....
by @irha@ (few years ago!)
Teacher:insan apne ap ko sab se ziyada khofzada kb feel karta hai?
Pappu:jab wo 1 aise wash room me baitha ho jis ki kundi na ho
by Sabir shah (few years ago!)
Sale badhane ka naya tarika
EK Hotel Malik ne Bahar Board Pe Likha.
"Agar Aap Khana Nahi Khaoge To Aap Aur Me Dono Bhukhe Mar Jayenge."
by Pak101.com (few years ago!)