Ek baar chinti hathi k upar beth kr
Ek baar chinti hathi k upar beth kr ja rahe hoti hain..
Raste me kacha pul aa jata ha usko dekhkr chinti boli "cross kr loge ya me utru?' :-)
:-D
by Pak101.com (few years ago!) / 1019 views
Similar Jokes
Teacher: Is Ko Khalis Memoni Me Translate Karo
“You Are Drinking Tea Alone”
Memon Bacha:
Lakh Lannat Toji Shakal Tey
Moua Bagherat Eklo Eklo Chaa Piye Tou.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Santa: I got married because I was tired of cooking, clean ing home and washing clothes.
Banta: Amazing, I got divorce for the same reason.
by Pak101.com (few years ago!)
Doctor - ye mar chuka hai..
(tabhi mariz bol pada) - main zinda hu..!
Mareez ki biwi boli - Tum chup raho ji, hamesha apni chalate ho, itna bada doctor kya jhut bolega?
by Pak101.com (few years ago!)
Teac:Ram tumhara ghar banne wala tha aur tumhara bhai bhi aane wala tha?Uska kiya hua?
Ram:Nahi Hua.
Teac:Kiyu?
Ramono mein ek baat commom thi "CEMEN" khatam hogaya!!
by Pak101.com (few years ago!)
Ramesh: Meri Biwi Kahti H Ki Usne Mere Jaisa Koi Dusra Aadmi Nhi
Dekha?
Raman: Kya Wo Kabhi Chidiyaghar Nahi Gayi Kya?
by Pak101.com (few years ago!)
Patient to Doc: Aapne nurse bahut achhi rakhi hai,
uska haath lagte hi main theek ho gaya.
Doctor: Jaanta hu, thappad ki awaaz mujhe bhi sunai di thi.....
by Pak101.com (few years ago!)
Santa daru pee k tala kholne laga, hath kapne ki vajah se tala nhi khula,
banta- mai khol du,
santa- mai khol lunga, tu ghar ko pakad, sala bahut hil raha hai.
by Pak101.com (few years ago!)
Nurse-mubarak ho aap ke yaha beta hua he kya naam socha hai iska
baap-chhedte hue
ap itni khubsurat ho ap batao
nurse-Kutte ka bacha rakh do
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher:santa tense kitne prakar k hote h
Santa:3
T: very.gud. example batao
Santa:kal apki beti ko dekha. Aaj pyar krta hu. Kal bhaga k le Jaynga
by Pak101.com (few years ago!)
Santa nd Banta in a football stadium..
Santa : Paji, ye log ball se kya kr rhe hai?
Banta : goal kr rhe hain!!!
Santa :"lekin paji ball to pehle se gol hai , or kitni
gol Krenge?
by Tanveer Hussain (few years ago!)