Patient to Doctor
Patient to Doc: Aapne nurse bahut achhi rakhi hai,
uska haath lagte hi main theek ho gaya.
Doctor: Jaanta hu, thappad ki awaaz mujhe bhi sunai di thi.....
by Pak101.com (few years ago!) / 994 views
Similar Jokes
1 Pathan Cinema mai Film dekh raha tha.
.
Film mai 1 Shair dowarty howe araha tha.
.
Pathan ne dekha tu dar gia, owr apni chadir kandhy pa dal kar bhaagny laga
Logo ne kaha: Khan Sahib mat daro, yai tu film hai
.
Pathan: Wo tu mujh ko bhi pata hai ke yai film hai, lekin wo tu janwar hai, usko kia pata
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
TEACHER: Jab Bijli Chamakti hai to Roshni Pehle Aur Awaaz baad me Kyu aati hai?
SANTA: Kyuki Hamari Aankh Aagey Aur Kaan Piche hai
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar Ne Daru Pi Ke Apne Apko Aaine Main Dekha
Or Bola
Isko To Kahin Dekha Hai ....
O Yaad Aaya Ye To Wahi Haramkhor Hai
Jo Shadi Ke Album Main Meri Biwi Ke Sath Tha.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Teacher:-
Translate this into
hindi
"Jack united his Mom &
sister"
After deep thinking..
.
.
.
.
Student:-
"Jack ne apni maa behen ek
kar di..
by Pak101.com (few years ago!)
santa - radio pe gaane sun raha tha papa tehte hai
bada naam karega.
maa - bijli ka bill tera baap bharega.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Thappar Maarnay par NaraZ Wife se Husband bola:
Aadmi usi ko maarta hai jis se Pyaar krta hai.
Wife ne Husband ko 2 thappar maaray aur Boli Aap kya samajhtay hain main Aapse Pyaar nahi kerti
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Baap bête khana kha rahay the to betay nay kaha: Abbu….
Baap nay kaha: chup karo khana khatay waqt baat nahi kartay.
Jab dono baap beta nay khana kha lia to baap nay kaha: Beta kia keh rahay the?
Betay nay jawab dia: Abbu Salan mein makhi thi woh kha gaye hain.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
No one teaches a volcano how to errupt
.
.
.
.
No one teaches a tsunami how to arise
.
.
.
.
No one teaches a hurricane how to sway around
.
.
.
And ....
.
.
.
No one teaches a man how to choose wife
.
.
.
coz
.
.
.
.
Natural Disasters jst happens
by Pak101.com (few years ago!)
PROFESSOR : Gandhi Jayanti ke baray mein kya jante ho?
MUNNA BHAI :Gandhi bahut zabardast aadmi tha, Baap. Maa Kasam, par apun ko yeh nehin maloom ke yeh Jayanti kaun hai.
by Pak101.com (few years ago!)
taSan.. yeah bacha tumhara kia lagta hai
Golu..: yeah mera door ka bhai hai
Molu ..: door ka mein samjha nahin
Golu..: iss k orr mere beech 8 behan bhai orr hai :P: P: P:P :P :P :P :P :P :P :P...
by Ahsan Ijaz (few years ago!)