Mareez Nurse Se Paani Pilao
Mareez Nurse Se: Paani Pilao.
Nurse: Kya Pyaas Lagi Hai..?
Mareez Ghussay Se:
Nahi, Gala Check Karna Hai
Leak To Nahi...
by Pak101.com (few years ago!) / 914 views
Similar Jokes
Robber: Give me your money
Man: Sir, I'm a congressman
Robber:OK then give me MY money!!
by Muhammad Zeeshan (few years ago!)
Santa and Banta in Examination Hall:
Santa: Exam Sheet pe Starting main kya likh Don?
Banta: "Is Answer Sheet Pe jo bhi likha hoga
Wo kisi Question aur Teacher aur School se related nahin hain
And ye sub imiginary aur iska ksi se koi Sarokar Nahin Hai" :-)
by Pak101.com (few years ago!)
Tachr:Sabse bada pagal koun he?
Santa ka beta utha.
T:Shabash bete batao.
Beta:Jaan se maar dunga agar kisine mere papa ka naam liya to.
by Pak101.com (few years ago!)
Santa 2 Banta:
Yeh doctor
log operation karne se pehle
Patient ko behosh kyun karte hen?
Banta:
Kahen patient khud operation karna seekh na le is liye……
by Mazhar Khan (few years ago!)
Duniya k 2 intehai mushkil kam.
1) Apna idea kisi aur k zehen me fit krna.
2) Kisi aur ka paisa apni jaib me muntkil krna.
Jo pehlay me kamyab hota hai, usay Teacher kehtay hen. Jo doosray mai kamyab hota hai, usay Buisness man kehtay hen. Aur jo dono me kamyab ho usay…. BIWI kehtay hen
by hearthackervsgirls (few years ago!)
1 bar santa USA Gya,wahan wo church mai gaya to achank wahn aawaz aai,'Tann' ittefaq se light bhi chali gai santa dar k bola,oye bhago Undertakr aa gya.... :-
by Pak101.com (few years ago!)
Santa: Mujhe Tou Aankhey
Band Karney Par Bhi Dikhayi Deta Hai
Banta: Achchaa, Kya Dikhta Hai?
Santa: Andhera
by Mohammad Ali (few years ago!)
Kitna pyaar karte hum unse,
Kaash unhe bhi ye ehsas ho jaye,
Kahi aisa na ho ki woh hosh mein tab aaye
Jab hum KISI AUR ke ho jaye.
by khalid hussain (few years ago!)
Sardar: Soch Raha Hoon K USA Ghoom Aaon
Kitna Paisa Lage Ga?
Memon: Kuch Bhi Nahi..
Sardar: Wo Kaise?
Memon: Sochne K Liye Paise Nahi Lagte
by Pak101.com (few years ago!)
Ek mandir mein buri niyat wale gayab ho jate
the ,Shahrukh gaya Shahrukh gayab,
Saif gaya, Saif gayab, Aamir gaya, Aamir gayab,
Mallika Sherawat gayi, Bhagwan
by Tanveer Hussain (few years ago!)