Santa-Mera ghar itna bda he ki
Santa-Mera ghar itna bda he ki usme local train chlti he.
banta-Bas,sale mera ghar itna bada he ki agar1se dusre kone chale jaao to roaming lagti he
by Pak101.com (few years ago!) / 918 views
Similar Jokes
Patient: Aapne 2-2 thermometer kyun rakhe hain?
Doctor: Ek muh mein lagane ke liye or dusra jheb mein
Patient: Mein aap ka matlab nahi samjha
Doctor: Matlan yeh hai ki ek thermometer muh mein lagane se mujhe pata chalta hai ki aap ka sharir kitna garam hai aur dusra jheb mein lagane se pta chalega ki aapki jheb kitni garam hai
by Pak101.com (few years ago!)
So Jate Hain Bed pr KitaabeN or Notes Bikhair kr
...Faraz..
Students Kabhi Neend ki Goli khaya nhi krte.
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar Friend Se: Aaj Raat Mein Nahi Soun Ga. Friend: Kyon?
Sardar: Khwaab Mein Pathan Se Larai Ho Gayi Hai.
Friend: To Kya Hua??
Sardar: Aaj Woh Bandy Le Kar Aye Ga
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar: Larkiyan Bhi Ajeeb Hoti Hain Baat Karo To Thappar Marti Hain
Pathan: Yeh Tumne Bilkul Sahi Baat Kiya Larka Hi Acha Hota Hai
by Pak101.com (few years ago!)
Afghanistan mein posted saabiq amreeki general McChrystal dismiss honay ke baad apnay hajjaam se baal katwa raha tha, hajjaam baar baar kahta.."Taliban.....Afghanistan"
Teen chaar baar sunnay ke baad saabiq jeneral ne hajjaam ko toka:
"ye tum har thorhi dair baad kion kahtay ho "Taliban, Afghanistan"?
hajjam haath jorh ker bola:
"sir, aap ke baal jism se chipkay huway hein, jub mein Taliban or Afghanistan ka naam leta hunn to khof se aap ke baal kharhay ho jaatay hein or yunn mein aasani se baal kaat leta hunn."
by Pak101.com (few years ago!)
Hum Saath Marne Ka Soch Kar Dariya Me Kud Gaye
Uppar Pahuch Ke Farishte Ne Bataya.
.
.
.
Beta Teri Waali To Swimming Champion Thi
by Pak101.com (few years ago!)
The Only Person who can Order a Woman
to Stop Talking
And In Reply
.
She gave Smile to him,,
.
.
.
.
He Is,,,
.
.
.
A Photographer...:-)
by lescol (few years ago!)
AMERICAN : Ye building kitne din mai bani hai?
PATHAN : 1 maah main,
...
AMERICAN : Ye hmare mulk main to 2 weeks main ban jati hai,
...
Thora agay jane k baad phir Poucha : Ye building kitny din main bani hai?
PATHAN : Sirf 2 weeks main,
AMERICAN : Hmare mulk main to 3 days main ban jati hai,
Habib bank plaza k pas sey guzrey to AMERICAN ne poucha : Ye building kitney din main bani hai.?
PATHAN :
Pata nhi Subha to nhi thi :)
by Pak101.com (few years ago!)
Mai apna “DUKH” kise sunau.. ??
.
.
YARRON
.
.
.
.
.
.
.
.
.
1 hi LADKI ka NUMBER tha mere
pass Wo bhi Alim Baba ki bato
me aakar DELETE kar
diya.
by Mazhar Khan (few years ago!)
Sardar Ke Betay Ki Roti Pr
Sy Chooha Ghuzer Ghaya.
Son To Sardar: “Hun Me Ae Roti Nae Khani”
Sardar: “Kha Ly Putar, Choohy Nay Kehra Jutti Pai Hue C” ;->
by Pak101.com (few years ago!)