Ek sharabi ne bahut zyada
Ek sharabi ne bahut zyada sharab pee le. Jab woh ghar aaya to uss ne jeb se chabi nikali aur tala ko kholney laga.
Haath kaapne ke wajha se chabi kabhi idhar hat jati kabhi udhar hat jati, ek admi pass se guzra toh sharabi ne usey bataya ki tala nahi khul rahi hai.
Uss shaks ne sharabi ke pass ja kar kaha, “lao chabi tala main khol deta hoon”
Aur phir sharabee ne kaha, “Tala toh main hi kholonga bas tum makan ko pakar ke rakhna”
by Pak101.com (few years ago!) / 777 views
Similar Jokes
Dil ko jlane se kya Faida anso Bhane Se kya Faida
Jb usne Hmen choor kr kisi aur ka Hath tham Lia
Ab uske chote bhai ko cheez dilane se kya Faida… ;->
by Mazhar Khan (few years ago!)
Ek Cheeta Cigarette ka sutta lagane hi wala tha ki achanak ek chuha wahan aya aur bola
bhai chor do nasha, ao mere sath,dekho ye jungle kitna khubsurt hai.
Cheeta choohe k sath chal dia
Aage 1 hathi cocaine pi rha tha, chooha
Phir bola,
bhai chor do nasha,ao mere sath,dekho ye jungle kitna khubsurt hai.
Hathi b sth chal dia
Age sher whisky pene ki tyari kr rha tha,choohe ne use b woi kaha
Sher ne glas side pr rakha aur chohe ko 5-6 thappar mare
Hathi bola are kyu mar rahe ho is bechare ko?
Sher bola, Is kamine ne pichli bar b afeem kha kar mujhe 3 ghante jungle me aise hi ghumaya tha.......
by Sohaib Tariq (few years ago!)
Pathan College Mein 1 Black or 1 White Shoes Pehan Aya
Techer: Ghar Wapas Jao or Change Kar K Aao
Pathan: Koi Faida Nai Sir Ghar Pe B 1 Kala oR 1 Safaid Hi Para Hy…
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Employee:
Boss aap shadi shuda mardon ko hi noukri q daitay hain????????
Boss:
Q kay unhain pehlay hi say Gaalian khanay ki aadat hoti hai………….=
by Pak101.com (few years ago!)
Dada Apny Potay Se: Tumhary Teacher Aa rahay Hain,
Tm Chhup Jaao.
Pota: Pehle Aap Chhup Jaen,
Maine Aapki Mout Ka Bahana Bana Kar 2 Hafte Ki Chutti Li Hai. :-)
by Pak101.com (few years ago!)
BOY to GIRL:Oye Hoye Kaha Ja Rai Hai
GIRL:-Tere Ghar
BOY:-Mai Bhi Ata Hu
GIRL:-Aja Besharam Ammi Ko Bataugi Apni Behan
Ko Cherta Hai
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Santa : I am a proud man, my son is in medical college. Banta : Really, what is he studying. Santa : No, he is not studying. They are studying him.
by Rizwan Ajmal (few years ago!)
Santa- Doctor saab 1 pareshani hain ki main jab bhi nahata hoon geela ho jata hu!
Doctor - kal se nahate samay nal band kar liya karo
by Pak101.com (few years ago!)
Wife Gana gaa rahi thi
Husband: Jab tum Gati ho to Lagta he Indra Gandhi ga rahi ho
Wife: Lekin Usay to Gana hi nahi aata tha
Husband: Te Anni diye tenu kera aanda Ay
by tanveer hussain (few years ago!)
A group of elephants were sitting on the street. A sexy female elephant passes by... What does the loafer elephant say? Wow... 3600-2400-3600
by khalid hussain (few years ago!)