Sonu 2 meter lambi pipe se hukka
sonu 2 meter lambi pipe se hukka pi raha tha,
monu itne lambe pipe se kyu pi raha hai
sonu yaar dr saab ne tambaku se dur rahne ko kaha hai...
by Pak101.com (few years ago!) / 1072 views
Similar Jokes
Baba ranchoddas said
Neend k piche mat bhago,
Agar bhagna hai to padhai k piche bago,
Neend jhak mar k piche ayegi.
All IS WELL
by Pak101.com (few years ago!)
Jazz marriage menu mein khushamdeed
Rishtey k LYE 1 dabaen
Mangni k LYE 2 dabaen
SHADI k LYE 3 dabaen
pasand ki shadi k lye..
apni
Ammi k paon dabaen
Aur,
Doosri shadi k lye pehli ka
gala
dabaen…!!
jazz cal krney ka shukriah;-)
by Mazhar Khan (few years ago!)
Log ap ko bura kahe D0NT MIND
Pagal kahe gussa na hona
Jahil kahe to b cool rahna
Lekin agar khobsurat kahe to
rakh k chamat marna Q k mazaq ki b 1 had hoti ha
by Tanveer Hussain (few years ago!)
1 Pathan 3 saal sy ALLAH se Ro Ro k OLAD
k liy Dua mangta raha
1 din pathan k pas frshta aya aur bola
“khan Tuh Khuda ka wasta hy pehly SHADI to kr ly…..!!”
by hearthackervsgirls (few years ago!)
kya Baat hai, Jab Dekho tab Pregnant Hi Rahate Ho Yaar, Jab Bhi Message karta Hu,
Tumhare Delivery Report Aa Jati Hai.
by Pak101.com (few years ago!)
Santa: Bakri se door bhag raha tha
Banta: Bhag kyon rahe ho
Santa: Mere Papa ne kaha tha mere dimag me
bhoosa bhara hai, soch raha hun kahin ye kha na
jaye
by Tanveer Hussain (few years ago!)
MOBILE BALANCE:
Musharraf:
Rs. 100>Rs.91
Zardari:
Rs.100>Rs.84
Nawaz Shareef:
Rs.100>Rs. 65
Aur kaho Shair Aaya Sab kuch kaya..
by Mazhar Khan (few years ago!)
Obama pakistan Aya To Ak Deewar par Likha tha
Obama kanjar:DDD
Obama Nay Ak Pakistani Say Pocha kanjar Ka Matlab Kya Hota ha
Pakistani Ne kaha is ka matlab hai.
WATAN SE PIYAR KARNAY WALA:P
Phir Obama (India) Gaya Aur Taqreer main kahan Mujhe pata ha
Aap sub kanjar hain:D
Main khud bohat bara kanjar hoon:-PPPP
Lakin Main ne GANDI say bara kanjar Aaj Tak nahi dakha:
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Aj Ka Sabaq..
Agr Koi Hum Ko Acha Lagta Ha Tou Acha Wo Nhi Hum Hain,
Our Agr Koi Hamain Bura Lgta Ha Tou Bura Wahi Ha.
Kio K Hum Tou Achay Hain Na ..
Zindagi Say Koi Cheez Mango Tou Aese Maango,
Jesay Aap K Baap Ki Thi,
Our Nhi Mili Tou Konsi Aap K Baap Ki Thi.
Agr Koi Aap Ko Daikh Kr Darwaza Band Kr Daita Ha Tou Yaad Rakhain,
Kundi Dono Taraf Say Hoti Ha Aap Bhi Bahir Say Band Kr K Bhaag Jaye…
Aj K Liye Itna Hi Kafi Ha …
by Mazhar Khan (few years ago!)
Pakistan ka match daikhnay k adaab:
1. Pakstan ka match bawazoo hokar daikhien.
2. Doraan match ayat al kursi ka wird jari rakhien
3. Match say zyada doaon mien khuzo-o-khushoo ka muzahira karien.
4. Catch chotnay ki surat mien laahol parhien.
5. Catch pakray janay ki surat mien Allah ki hamd-o-sana karien.
6. Semi final aur final ka roza rakhien
7. Match musallay per baith kar daikhien
(AAP KI DUAON KA TALIB) => SHAHID AFRIDI <=
by Mazhar Khan (few years ago!)