Maine gf ko sms kiya ki
sonu-yaar,maine gf ko sms kiya ki main raat ko aaunga...raat me geya to wo kisi aur k sath thi
monu man chota mat kar yaar msg nhi mila hoga
by Pak101.com (few years ago!) / 1159 views
Similar Jokes
SARDAR k betay ki baraat thi
Sardar 250 afraad le k pohncha,
Larki ka baap: Tum ne tou kha tha k 50 bandey honge?
Sardar: bande 50 e ne, baqi saarey chawal ney.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Ek baar ek Totaa (Bole to Parrot) Ud raha tha full speed par.
Uske saamne achanak full speed mein ek Ferrari aa rahi thi, dono ki takkar hui…
Totaa behosh hoga ya, raste mein ek bhikari tha usne Totaa ko uthaya aur ghar le gaya.
Usko marham lagaya aur pinjare mein rakh diya.
Jab Totaa ko hosh aaya, usne apne aap ko pinjare mein dekha.
Aur bola, “Aalia … JAIL …. Woh Ferrari ka driver mar gaya kya ??
by Pak101.com (few years ago!)
GOLU Gadhe p baith k College jata tha FINAL YEAR Me Vo FAIL HO GYA OR PHIR paidal College jane lga
Q
Qki Gadhe ki graduation Complete ho gyi thi
by Pak101.com (few years ago!)
Aik Aadmi Ki Biwi Sey Sawal Kia Geya Key Aapko Konsi Book Sab Sey Ziada Pasand Hai?
Biwi: Apney Husband Ki Cheque Book….
by Pak101.com (few years ago!)
Duniya k 2 intehai mushkil kam.
1) Apna idea kisi aur k zehen me fit krna.
2) Kisi aur ka paisa apni jaib me muntkil krna.
Jo pehlay me kamyab hota hai, usay Teacher kehtay hen. Jo doosray mai kamyab hota hai, usay Buisness man kehtay hen. Aur jo dono me kamyab ho usay…. BIWI kehtay hen
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Pathan 2 Shopkeeper: 1 Kala bulb daina !
Shopkeeper: Kaalay buld ka kia karna hai?
.
Pathan: Dopehr mai sonay ke lie andhaira karna hai?
by @irha@ (few years ago!)
Sardar:
Aoo race lagatay hain ...jo hara woh aik hazaar
rupay dega ...
Pathan:
theek hai ...par mujhey raasta nahin maloom ...:S
Sardar:
Bus tum meray pechay peechay rhena ...
Pathan:
Thankz yaar ...!!
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Tribute To Pakistani Doctors.
Dr. To Patient’s Frnd:
Agar 1 Ghanta Pehle Le Aate
To Hum Isse Bacha Lete
Frnd:
Abay, Adha Ghanta Pehle
To Accident Huwa He.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Bacha peida hotay hi cheekha: Mujhay kuch nazar nhi aa raha, Mein andha houn..,
Nurse: Stupid, light nhi hai.!
Bacha; Oh tuwadi khair ” Ay Pakistan te nai..
by Mazhar Khan (few years ago!)
SANTA ELECTRIC SHOP ME- 2 PANKHE DENA
1 LADIES OR 1 GENTS.
SALESMAN- PANKHO ME LADIES OR GENTS NAHI HOTA.
SANTA- KESE NAHI HOTA EK BAJAJ KA DE OR EK USHA KA.
by Pak101.com (few years ago!)