Naukraani malkin aap mujh per
Naukraani:-malkin aap mujh per bekaar hi shak kar rahi hai,main aapko kaise samjhaau mujhe to shabd nahin mil rahe hai.
Malkin:- tujhe shabd nahin mil rahe hain,aur mujhe 1 thaali,5 katori aur 2 drzan chammach nahin mil rahi hai.
by Pak101.com (few years ago!) / 961 views
Similar Jokes
A boy searching these words on google "Free dinner at 5 star hotel"
Google, Search reply
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Shaikh
.
.
.
.
.
insan ka bach baan ;)
by Pak101.com (few years ago!)
Aaj apni Muhabat ko naya morr dia us ne,
Mere liye baalon ko khula chorr dia us ne!
Pehly hansta tha main monh khol k,
Ab to Aagy wala hi daant torr dia us ne!
Us ne sargoshi ka kaha mai betaab ho gya,
Kaan paas kiya to marorr diya us ne!
Sardian aain to laya malty mehbub k liye,
Malta kha k chilka ankhon main nichor dia us ne!
Bewafai ki had b dikha di ik din us ne zalim,
Milny ghr gya to pechay kutta chor dia us ne:-)
by Mazhar Khan (few years ago!)
Agar life main kabhi koi mistake ho jaye .
To 2 minute apni ankhain band karo Or socho
.
.
.
ke
.
.
.
.
. Iska ilzam kispar lagaya jaye =D
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Bhagwan pe gussa kab aata hai?
Jab koi ladki shaadi se pehle pregnant ho jaye, aur uski maa kahe
Hey bhagwan ye tune kya kiya !!
by Pak101.com (few years ago!)
Terey Merey
Pyaar Ka
Aisa Nataa Hai,
Dekh K SURAAT Teri ;***; x(@..@)x “(—)”
Mujhko
KHOAF AATA HAI..:-
Ammiiiii…… Bhaaoøwww”
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan Ki Dukan Pe Likha Tha:
“Udhaar Sirf Assi Se Nabbe Saal Ki Umar Ke Logon Ko Diya Jayega, Woh Bhi Unn Ke Maa Baap Se Pooch Kar“
by Pak101.com (few years ago!)
1 Bacha darwaze ki Bell bajane ki koshsh kar raha tha. 1 Buzurg ne dekha or Bell Baja di or bole
Beta or kuch…?
Bacha: Baba jee AB BHAGOOOOOOOOOO..
by Pak101.com (few years ago!)
Increase its size Stretch it more Exercise it more Bigger the better B'coz nothin looks better on ur face than THAT NAUTY SMILE
by khalid hussain (few years ago!)
Ashwin mujhe neend nai aaraha:-
ammi:kiun:;
ashwin:pehlay afridi ata tha khuwab me ab thishara pareera aya hai k 1 bal rah gaya hai wo karo mujhe
by Sabir shah (few years ago!)
Ek aadmi doosrey aadmi sey bola:
“Bivi aur ghadi mey kya faraq hey?”Doosra Aadmi bola:
“Ek bigarti hai to bandh ho jati hai……Doosari bigarti hai to “SHUROO” ho jati hai”
by Pak101.com (few years ago!)