Bhagwan pe gussa kab aata hai?
Bhagwan pe gussa kab aata hai?
Jab koi ladki shaadi se pehle pregnant ho jaye, aur uski maa kahe
Hey bhagwan ye tune kya kiya !!
by Pak101.com (few years ago!) / 1358 views
Similar Jokes
Teacher:A.B.C sunao,
student: A.B.C
TEacher:aur sunao?
Studend:aur Allah ka shukar hai ap sunao.
by Sabir shah (few years ago!)
Wife husband say :
aji sontay ho main aaj kal bohat kubsort hoti ja rahi hon
Husband:
tumhay kis nay kaha?
wife:
meri khubsorti daikh ker aab rotian bhi jelnay lagi hain
by Mazhar Khan (few years ago!)
Santa Ek Din Mandir Gaya Aur Vaha Pandit Ji Ko Dekh Kar Uske Mann Mein Ek Sawal Aya Aur Usne Pandit Ji Se Puchha.
Santa: “Maharaj, Ye Aapke Sir Par Choti Kyun Hai?”
Pandit: “Beta, Isse Mere Dimaag Mein Vichaar Aate Hai.”
Santa: “Hadd Ho Gayi, Idhar Toh Pura “Tata Sky” Laga Hai, Fir Bhi Kuch Nahi Aata.“
by Pak101.com (few years ago!)
Girl : Meri mummy ko tum bahut pasand aaye ho.
.
.
.
.
... .
.
.
.
.
.
.
Boy (sharmate huye) - Chahe kuch bhi ho
shadi to main tumse karunga.
Aunty se kehna mujhe bhul jaye. :-(.
by Pak101.com (few years ago!)
In bio practical:
Examiner:Tell me the name of
this bird by seeing it’s legs only?
Sardar:I don’t know.
Examiner:You failed, what’s your name?
Sardar:See my legs & tell my name
by Abdul Hannan (few years ago!)
Mere Ghar Ki Chhat Par
Aagaye Hain Badal,
Wah wah wah..
Mere Ghar Ki Chhat Par
Aagaye Hain Badal,
.
.
.
Ye Message Faltoo Hai, Mat Parho Pagal!=P:)
by Abdul Sami (few years ago!)
1 Pathan 2sre Se:
O Yara Humare Pait Me Gas Hy…!!!
2sra Pathan:
Khuda Ka Shukar Hy K
Petrol Nahi Hy Wrna
Amrica Qabza Kr Leta..!
by Pak101.com (few years ago!)
Ek admi sardar se:yaar tu ne swimming kahan seekhi?
Sardar:paani mein
by Sabir shah (few years ago!)
3 Dost Bike pe ja rhe the.. Trafficwale ne Rok kr bola : "Tumhe malum nhi TRIPLING Apradh hai.." 1Dost : Hume Malum hai islie to 1 ko Ghar Chodne ja rhe hai..
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan was waiting 4 Train with His Wife
.
Train Aai, Uper Likha Tha "Khyber Mail"
.
Pathan Bhag kar Charh gaya. Aur Biwi se kaha:
.
.
.
Jab "Khyber Female" Aye To Tm b Charh Jana
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)