Taj Mahal ko kareedh loonga
Paagal 1: main Taj Mahal ko kareedh loonga
Paagal 2: main use abhi bhech nahi rahaa hoo
by Pak101.com (few years ago!) / 757 views
Similar Jokes
An old man married a young Girl, Someone asks the GiRL: Aap ne in mein Shadi ke liye kiya daikha?
Girl: Aik to inki INCOME or dosray in ke Din kam.
by tanveer hussain (few years ago!)
Agar apne dimag ka test karna ho toh cow ke samne jao
Agar woh door jaye toh samajh lena ke dimag mein “kuch tha nahi”.
Aur agar pass aaye toh samajh lena ke “Bhusa” hai.
:-O
by A. Sami (few years ago!)
Santa: oye banta machli khayega?
Banta: nhi yaar usme kaante hote hain.
Santa: oye chadd yaar, chappal pahen ke kha lena.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
All happy Husbands behave like Amir Khan in Ghajini -
Biwi ki sunte hain,
Samajhte hain,
Aur.
15 Minute ke Baad sab Bhool Jaate Hain.
by Pak101.com (few years ago!)
Baba Ji ka dera bohot chamatkari hai. Sach mano vaha jo bhi koi buri niyat se jata hai, jalke bhasam ho jata hai.
Salman vaha gaya to bhasam ho gaya..
Hrithik bhi bhasam ho gaya..
Malika vaha gayi to..
...to anarth ho gaya..
Babaji jalke bhasam ho gaye!!!
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar In Bio Practical Exam
Examinar: See Bird’s Leg & Tell Me Its Name
Sardar: I Don’t Know
Examinar: U’ve Failed.What’s Ur Name?
Sardar: See My Leg & Tell My Name
by Pak101.com (few years ago!)
Ek Chuhey Ne Ek Pura Suit Kutr K Kha Liya Magar
Wo Fir b Bhukh Se Mar gya
Kyuki Wo Suit
MaLLika Shearwat Ka tha...
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Mareez:-doctor ,mujhe ek serious bimari hai,main jo kuch bhi bolta hoon bhool jata hoon.
Doctor:-aapko ye bimaari kab se hai? Mareez:-kaun si bimaari?
by Pak101.com (few years ago!)
jab Koi Ladki Ghar Se Bhaag Jane Ki Dhamki De,
.
.
.
To Uske Maan-Baap Ko Chahiye Ki,
Use Ganja Kar Ke Ghar Bitha De,
Paanch Mahine Tak Bhagne Ka Naam Nahi Legi……… Takli.
by Pak101.com (few years ago!)
Santa Apni Patni Ko Bata Raha Tha.
Santa: “Aaj Kisi Ne Mere Baap Ko Gali Di”
Santa Ki Biwi Preeto: “Accha, Fir?”
Santa Khush Hote Hue: “Par Mene Bhi Kasar Puri Kar Di Uske Baap Ko Gali Deke”
Preeto: “Lekin Vo Thha Kon?”
Santa: “Apna Beta, Pappu“
by Pak101.com (few years ago!)